..lagta hai khuzliwal kirade ke moh main kuch logo ne aankhe bandh kar li hai..unhe sabki galti dikhayi deti hai..bas khuzliwal and party ki nahi..hadd hai.....AAP wale lucknow aur delhi main BJP ke daftar ke saamne aapni baahan ke bhaat bharan gaye the??...kauni maang lekar gaye the..kaunsi protest thi wo...BJP ki delhi ya UP main sarkaar hai?..ya centre main hai?...AK iss desh ak jamai hai jo jaha bhi chahega kuch bhi karega..kisi ke bhi gahr jaayega milne ke liye aur usse milna padega...ajeeb dadagiri hai...dossra kirada ashutosh kah raha hai delho police modi ke kahne pe kar rahi hai....kabhi kahte hai delhi police congress ke haath main hai..jab sheela dikshit ki sarkaar thi tab uske haath main thi....aaj wo modi ke haath main hai..kabhi kahte hai jiski centre main sarkaar hai uske haath main hai..inke haath main kya aaya 49 dino main babaji ka thullu.....BJP to chor hai yeh baat bhi maan lete hai..yeh AK kaha se sensible hai koi ek bhi baat bata do....party with a difference.....nauktani aadmi..hunnnhhhh!!....drame seekh ke aaya hai yeh kirada aur kuch nahi....yeh rakhi sawant ka baap hai..iska DNA test karwao...
Prashant Bhai
Kuchh din pehle BJP workes Kejriwal ke ghar tak pahunch gaye the pradashan karne dftar ki baat to chhod. Also, congress workers also demonstrated in front of AAP's Office!
So, it was'nt new to demonstrate in front of rivals parties offices!
cheers!