your first experience in kitchen :)

Status
Not open for further replies.

mukeshkumar007

Active member
Here I am inviting all members(specially to male members) to share their experience with us when anyone among all of you had an opportunity (may be majboori :) ) to perform in kitchen first time in your life in the absence of a lady member? How did u perform there? Were you able to prepare food without any thod phod and dhooma chokdi in the kitchen? :cool:
What compliments u received from other member when u served the food to them? :confused: :rolleyes:

plz answer honestly :rolleyes:

btw ajkal to ladkiya bi fisadi sabit ho rehi hai kitchen maie:p
 
well mukesh bhai , luckly i never got any chance to show my performance in kitchen :D :D so still waiting for that once in a life time moment to experience:rolleyes: :rolleyes:
 
khana

hey Mukesh,

out here i cooks myself :)
n there is no dhoom dhadam n other stuff
ha gharwali baat to nahi aati par sahi se kaam chal jaata hai
aur ab lkaafi kuch seekh liya hai (courtesy my flatmates)
specially choorma aur kheer badhiya ban jaati hai...:) :)

cheers!!!

Abhishek
 
bhaiyon,
I need to learn cooking despreatly but its sucha boring :(
all I know is tea making, aamlet n rotiya sekna....aur kuch nahin aata.
par yaar my papaji is very good cook, so many times they asked me to learn but when its comes to cooking I become lazy bones :(
but yaar eib to ultimatam mil gaya hai....yaa to byah kara le n khanna bannane wali le aa...ya hum sab ko khanna baane ke hila :( although I always say there's no guarntee that modern Jatni will cook food ;)

Isliye Jatlanders can anybody help me n train me how to cook tasty food :)

I'm ready to pay for it ;) ;)

rock on
Jit
 
[/quote]cool jat ,, bhai ib koi cool jatni dhuund leyyyy;) ;) ;) .. yoo cookin ka panga na ley warna tera cooljat ki jagah coolcock ban ja ga:D :D :p ;)
 
cooking

Bhai Jeetu,

2 options hai

ya to byah karle ;) nahi to khana banane wali ko le aa
kyuki khud se khana 1-2 din tak thik hai
uske pache to ji nahi karta...aur khaas kar jab office mein boss
saara khoon choos le hai..pher ji karya hai ki
bas bana banaya mil ja...
aur is hisab se byah ki option jyada sahi hai :)
baaki bhai marji hai

cheers!!!
Abhishek
 
cool jat ,, bhai ib koi cool jatni dhuund leyyyy;) ;) ;) .. yoo cookin ka panga na ley warna tera cooljat ki jagah coolcock ban ja ga:D :D :p ;)[/quote]

rupi bhai ne kati sahi kahya
cooljatni doondh aur phir hot hot khana kha...:D :D
 
ha Ha Ha!! Yes I Can Tell You Something What Happened With Me.....
naya Naya Shok Chadha Tha.... And There Were Some Guest At Home. I Told Them That " I Am Going To Prepare Omlette For You"
meine Banya Bhi....... Serve Bhi Kiya........ Bhai Doston Nein Pasand Bhi Aaya... Arr Bole Ke Dabas Bada Achcha Half Fry Banaya Yaar
par Mujhe Us Time Tak Yeh Nahi Pata Tha Ki Omlette Ke Alawa Half Fry Bhi Kutch Hota Hai
 
bhai Rupi aur Abhi,
mere doston tum logon ne baat to pate ki kari hai, par yaar tum logon mein se mane koi batayega....ye cooljatni kahan par payi jati hai.....I've not come around yet.....bhai apni Jatniste.... to too hot to handle & furious hoti hein....eib aisi risk le ne se mera to jee ghabrata hai ;) isliye eib finally i'm making my mind that there's no way.....eib coolcook banana hi sahi rehega......but yaaron khana hot & tasty banana sikhne ke liye hi haath-per maar reha soon....eib koi Jatland ke cook hi aage aaye to baat bane nahin te mein to gaya barah ke bhav mein :(

bhaiyon if u find any CoolJatni around....do lemme know...who knows if chemistry made up ;)

rock on
Jit

downtoearth said:
cool jat ,, bhai ib koi cool jatni dhuund leyyyy;) ;) ;) .. yoo cookin ka panga na ley warna tera cooljat ki jagah coolcock ban ja ga:D :D :p ;)
 
abhirana said:
hey Mukesh,

out here i cooks myself :)
n there is no dhoom dhadam n other stuff
ha gharwali baat to nahi aati par sahi se kaam chal jaata hai
aur ab lkaafi kuch seekh liya hai (courtesy my flatmates)
specially choorma aur kheer badhiya ban jaati hai...:) :)

cheers!!!

Abhishek

bhai abhi ,

great man!!! bhai keep it up.... maie bi khood hi bana leta hoo and bhoot achi tareh bina dhooma chokdi ke.....
to tum choorma aur kheer badhiya banate ho....hummmmmmmm muhhhhhhhh....:) :) :rolleyes: yaar I prepare kheer and churma at every sunday.... this is my weak point yaar....mere ko kheer and choorma dikha kar koi kisi ka khoon bi karwaye to kar dalooo.....:) halwa bi bhoot acha banata hoo...abki baar gaan ne gaya tha tab sabko bana ke khilaya to gharwalo ne keha re bhai tuu to puri lugai hi ban gaya, ab tane shaadi karne ki ke jaroorat hai :) hehehehehe .....

to bhai kab khilawe hai tere hath ke kheer and choorma......
 
cooljat said:
bhaiyon if u find any CoolJatni around....do lemme know...who knows if chemistry made up ;)
rock on
Jit

ke baat hai jit aajkal aap randy club ke hito ke khilaf bate khar rehe hooo :) yaa to teek baat na se mere bhai ....;:)

bhai apni ankhe khool ke rakhoo..kya pata apko hil jaye CoolJatni...
 
I enjoy cooking! I can cook and have cooked recipes ranging from Parantha to chicken(although I am a vegetarian). Aloo ka parantha, Palak Parantha, Missi Roti, normal roti, Naan, all daals, most of the vegetables, Chholey/rajmah, kadhi, pakora, butter chicken, Pasta, Pizza, cakes, etc etc can all be included in my kitchen resume. I cooked for myself for 5 years when I was in Kota and today as well as my wife is still in India. Sometimes I cook even if my wife is there.

Mukesh brother, Daal-baati bhee banai hui hai maine.
Ab yun matt kehna ki 'apne muh miyan mithoo bann raha' hun...kabhi moka milga to khila bhee dooonga...

mukeshkumar007 said:
Here I am inviting all members(specially to male members) to share their experience with us when anyone among all of you had an opportunity (may be majboori :) ) to perform in kitchen first time in your life in the absence of a lady member? How did u perform there? Were you able to prepare food without any thod phod and dhooma chokdi in the kitchen? :cool:
What compliments u received from other member when u served the food to them? :confused: :rolleyes:

plz answer honestly :rolleyes:

btw ajkal to ladkiya bi fisadi sabit ho rehi hai kitchen maie:p
 
I enjoy assisting in kitchen. Love peeling beans and cutting Bhindi. Also I can make good Rice Pulao.

RK^2
 
itsnavin said:
Mukesh brother, Daal-baati bhee banai hui hai maine.
Ab yun matt kehna ki 'apne muh miyan mithoo bann raha' hun...kabhi moka milga to khila bhee dooonga...

great Navin bhiya.... aap to bhoot kuch bana lete hoo.... itna sara to ajkal ki ladkiya bi nahi bana sakti.....sachi maie.... ab to apke hath ki daal-baati khani hi padengi kabi...
 
cooljat said:
bhai Rupi aur Abhi,
mere doston tum logon ne baat to pate ki kari hai, par yaar tum logon mein se mane koi batayega....ye cooljatni kahan par payi jati hai.....I've not come around yet.....bhai apni Jatniste.... to too hot to handle & furious hoti hein....eib aisi risk le ne se mera to jee ghabrata hai ;) isliye eib finally i'm making my mind that there's no way.....eib coolcook banana hi sahi rehega......but yaaron khana hot & tasty banana sikhne ke liye hi haath-per maar reha soon....eib koi Jatland ke cook hi aage aaye to baat bane nahin te mein to gaya barah ke bhav mein :(

bhaiyon if u find any CoolJatni around....do lemme know...who knows if chemistry made up ;)

rock on
Jit
\
Jeetu bhai,

jaatni cool hoti hai ya nahi yeh to nahi pata ...par cooljat ke saath paake shayad cool hoja:cool: ...
baaki risk ki baat hai dekh liyo:rolleyes: ...par khud se khana banana to mahabharat se bhi bhoonda hai...
matrimonial ko browse karo aur doondho going to be cooljatni...
 
mukeshkumar007 said:
bhai abhi ,

great man!!! bhai keep it up.... maie bi khood hi bana leta hoo and bhoot achi tareh bina dhooma chokdi ke.....
to tum choorma aur kheer badhiya banate ho....hummmmmmmm muhhhhhhhh....:) :) :rolleyes: yaar I prepare kheer and churma at every sunday.... this is my weak point yaar....mere ko kheer and choorma dikha kar koi kisi ka khoon bi karwaye to kar dalooo.....:) halwa bi bhoot acha banata hoo...abki baar gaan ne gaya tha tab sabko bana ke khilaya to gharwalo ne keha re bhai tuu to puri lugai hi ban gaya, ab tane shaadi karne ki ke jaroorat hai :) hehehehehe .....

to bhai kab khilawe hai tere hath ke kheer and choorma......

Bhai Mukesh,

kabhi bhi aaja...par halwa bana ke laiye...kheer aur halwa ek saath bahut swad lagte hai
 
abhirana said:
Bhai Mukesh,

kabhi bhi aaja...par halwa bana ke laiye...kheer aur halwa ek saath bahut swad lagte hai

teek hai bhai....ek kaam karte hai jee din CoolJat ko Cool Jatni mil jyegi na usi din jordar si party karenge

jisme tera banaya huwa kheer choorma and mera halwa and Navin bhiya ke hatho ki daal rooti..... khoob khawenge...:)

bhai cooljat jaldi doondle.....ek cooljatni...:rolleyes:

lakin ba CoolJatni ke banayegi yeh pata nahii....:confused: :confused:
 
Bhai mukesh bahut badhia thread shuru kiya.
Jat ladke to isi ek cheej se darte hain aur ye hi unko karna padta hai.
Bhai khana to me bhi bana leta hoon kaam chalau par shuruat me badi pareshani hoti thi.Jab nai nai job mili thi to hotel par khate tha par khana achchha nahi milta tha to banane ki sochi.
shuru me kabhi sabji jal jaati kabhi roti jal jaati. Haan...kabhi kabhi hath bhi jal jaate.:D :D :D
Thode din to pareshani hui par baad me suwaad aan lag gya. phir to hotel pe jana hi chhod diya. wahan ka khana pasand hi nahi aata tha. me ab veg-non-veg, chawal, roti sab bana leta hoon. Veg pulao and fry paneer are my favorite dihes.
Bhai yahan saudi me na to khana banana padta hai aur nahi paneer milta hai.:D :D :D
Purane din bas yaad aate hain.:) :)
 
Bhai Jit aajkal ki modern Jataniyo se khana banane ki ummid mat rakhana.
Badhia hai kuchh banana sikh le nahi to bhookha hi sona padega kabhi.:D;)
Tum madam ka intezaar karte rahoge aur madam tumhara, khana banane ke liye.:D
cooljat said:
bhaiyon,
I need to learn cooking despreatly but its sucha boring :(
all I know is tea making, aamlet n rotiya sekna....aur kuch nahin aata.
par yaar my papaji is very good cook, so many times they asked me to learn but when its comes to cooking I become lazy bones :(
but yaar eib to ultimatam mil gaya hai....yaa to byah kara le n khanna bannane wali le aa...ya hum sab ko khanna baane ke hila :( although I always say there's no guarntee that modern Jatni will cook food ;)

Isliye Jatlanders can anybody help me n train me how to cook tasty food :)

I'm ready to pay for it ;) ;)

rock on
Jit
 
mukeshkumar007 said:
teek hai bhai....ek kaam karte hai jee din CoolJat ko Cool Jatni mil jyegi na usi din jordar si party karenge

jisme tera banaya huwa kheer choorma and mera halwa and Navin bhiya ke hatho ki daal rooti..... khoob khawenge...:)

bhai cooljat jaldi doondle.....ek cooljatni...:rolleyes:

lakin ba CoolJatni ke banayegi yeh pata nahii....:confused: :confused:

yeps Mukesh I m ready for this

cooljat aur goin to be cooljatni ke byah mein jatland ke log khana banayge
lekin sirf kheer,choorma,halwa aur daal roti...:) :) :)
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top