prashantacmet
New member
arz kiya hai ki :
merre saath tum bhi dua karo ki kissi ke haq main bura na ho
kahi aur na ho yeh haadsa koi raaste main juda na ho
sarre shaam tahri hui jammeen aasmaan hai jhuka hua
ussi maud pe mere waaste wo chiraag liye khada na ho
meri chat se raat ki subah tak koi aansoien ki lakeer hai
jara badh ke chaand se pocchna wo iss tarah se gaya na ho
mujhe yeh laga ki khamosh khusboo ke hoonth titli ne choo liye
inhi jard patto ki oont main koi phool soya hua na ho
issi ahtiyaat main, main raha issi ahtiyaat main wo raha
wo kaha kaha merre saath hai kissi aur ko yeh pata na ho..