choudharyneelam
Banned
Yadon ke haseen lamhe juda karega kya ye waqt
Yadon main jo basa hai saansein apni banayenge use
Sapnon se juda hone nahin denge uss dilbar ko
Mamta ki iss gaud se chhoot zindagi ki dor banayenge use
Band karo ab ye bewafayian
Yahan pyaar ki barsaat hogi
Nahin rahengi ab ruswayian
Har bandhan main preet hogi