choudharyneelam
Banned
Aayo aaj ye shayri me madmast ho jaaye![]()
![]()
Chalo milkar Chand lafzo ki ghoont lagaaye
Apni hi aankhon me itne kho jaayen
Ghar waale kahe dekho Shayar hain aaye![]()
![]()
hahahahahahahahaha....kaafi madmast hai ye shayari bhi
Aayo aaj ye shayri me madmast ho jaaye![]()
![]()
Chalo milkar Chand lafzo ki ghoont lagaaye
Apni hi aankhon me itne kho jaayen
Ghar waale kahe dekho Shayar hain aaye![]()
![]()
Is Mehfil me sab bin shabdo ke hi aate hain
Toote hue dil ka nazrana to sab laate hain
Roshan ho uthte hain lafz har jubaan pe
Jis Mehfil ke aap chiraag kahe jaate hain
Mehfil me aaye the hum hanste huye
Par zalim ne hamen rulaa diyaa
diljale ne kya nazam sunaayee
sabki aankhon ko samandar banaa diyaa
Pyaar ki nazam pe bhi aankhen jhalakati hain
Jhalaki aankhen bhi kuch bayaan karti hain
Unki aankhen to ghar hai in lehron ka
Jinki Mehfil me ye samandar se roz milti hain
Pane se khone ka maja aur hai
Band aakhon se rone ka maja aur hai,
Anshu bane lafj aur lafj bane ghazal
Aur us ghazal mein aapke hone ka maja aur hai....
Hi Yash ji
I appreciate if u write ur own wordings here........
Most of the people do copy n paste like dis.....n wat's the thing which makes u n ur shayari different from them![]()
take care
Monika
"KITNA ACHAA HOTA AGAR KINARE KE SAATH KINARA HOTA
HUM BHI JEETE KHUSHI SE AGAR KISI KA SAHARA HOTA,
KITNA PUKARA HAI HUMNE APNE DILBAR KO
KHUDA BHI AA JAATA AGAR KHUDA KO PUKARA HOTA"
Jo kush hote hain jahan me kisi ke sahaare se
Kaise bayaan karenge wo chaand ko ek sitaare se
Pukaarane or kadam badhaane me kuch to farq hai
Ye Khuda ne hi bataya hai hume ek ishaare se
DETE HO KYUN YE DARD BAS HUMI KO
KYA SAMAJOGE TUM IN AANKHON KI NAMI KO,
U! TO HONGE LAAKHON DEEWANE IS CHAND KE
CHAND KYA MEHSUS KAREGAA EK TAARE KI KAMI KO....
Rang gayi main tere pyaar mein o mere sanwariya
Le chal ab apne saath mujhe udha ke laal chunariya
Jhoom jaaun main khushiyon mein ban ke bawariya
Haath thaame sang sang chalun main jab teri nagariya
DETE HO KYUN YE DARD BAS HUMI KO
KYA SAMAJOGE TUM IN AANKHON KI NAMI KO,
U! TO HONGE LAAKHON DEEWANE IS CHAND KE
CHAND KYA MEHSUS KAREGAA EK TAARE KI KAMI KO....
Dard koi nahin deta apne jazzbat dete hain,
Aabkhon me nami bhar kissi ko kya kushi doge.
Chand us din tum par mar mitega
Jis din baaki sitaron se tum alag lagoge.
Hello Shamsher ji
bahut badhiya likha hai..........
keep writing
take care
Monika
Wo jo kehte hain ki aap likh nahi sakte
Unse poochiye ki unhone kia khaas likha hai
Chand lafzo ko joda or shayri keh diya
In lafzo se dil lagaana unhone kahan se seekha hai
Wo jo kehte hain ki yahi jahaan hain unka
Jahan *Wafa aur Mohabbat* baste hain
Nazaron ne jinhe dekha,usi se unhe pyaar ho gaya
Na jawaab milne pe unhe lagta yahi jahan bewafaa hai
EK BEWAFA! KE LIYE DIN RAAT TADAFTAA HAI YEH DIL,
ABH TOH SO BAAR RUK KAR EK BAAR DHAKDTAA HAI YEH DIL..
HAMARE DIL KI THI YE KASAK YA TERI BEWAFAI KA NAZRANA THA......
ULFAT MAIN TERRI JAB HOSH AAYA TO HAATHOIEN MAIN MAI KA PAYALA THA.........
Sharab pee peekar yoon jindgi maykhane me gujar jaayegi
zara iss se bahar chal nahin to uski saheli bhi nikal jaayegi
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.