Yaadon Ke Pal

Status
Not open for further replies.
Not funny, Buddy !

Jab shaadi ho jaye usase to hame bhi batana,
Dil dhadakta hai ya baith jata hai, ye samjhana,
uski meethi awaj karkash nazar ayegi
jab tum usase pyar karoge aur wo tumse bartan manjwayegi :D

Maybe your experience or somewhere around you ! :)
 
Sorry buddy !

Dont take it to heart dear Vijay..just kidding..in spite of everything Love is the best feeling in the world aur shayaro ne ise aur khoobsoorat bana diya hai.. so keep pouring ur feelings!!

My apology for the harsh comment, Prashant. :)
 
Mohabbat ki Shayarana Duniya mein no hard feelings Vijay bro...:)

Apni Mohabbat ke palon ko yaadon mein samet lo
apne pyar ke tamannaon ko dil mein undel do
jab tumhari mehbooba aye tumhare paas
usko apni baahon ki gahrai mein gher lo
 
Thanks Bhai !

:) :)

Woh jab bhi aayegi hamari ees zindagi mein
Yaad karegi ki koi pyar karne wala milaa hai
Mana mohabbat karne waale roz nahin milte
Agar sachha pyar nahin mila to kya gilaa hai :)
 
Mohabbat ki Shayarana Duniya mein no hard feelings Vijay bro...:)

Apni Mohabbat ke palon ko yaadon mein samet lo
apne pyar ke tamannaon ko dil mein undel do
jab tumhari mehbooba aye tumhare paas
usko apni baahon ki gahrai mein gher lo

Nauhwarji, aap kahan ke hain? I'm from Nauhjheel, Mathura. Kabhi sewa ka mauka do.

Hum to Girdhar Jat Kaviray ke bhai hain.

Manas honto vahi Ras Khan, Basen jo Gokul Gaanv ke gwalan....

Ab Raheem Dar Dar Phirayeen, Maang hi Madhukari Khahin...Yaaro yari chhodiye .. vo Raheem ab naahin..

Meer Taqui Meer....
 
Neeraj bhai hum bhi Naujheel ke hi hain..'Nausherpur' to be precise. I posted reply in one of ur post in History section 'Nauhwar Jats'.

Waise brij bhasha ka alag hi anand hai..I can't speak but really enjoy when dad is speaking in brij especially with village folks..Do send ur details in PM..lets not digress the shayari flow of this thread :)
 
Last edited:
HUM DIN RAAT TERE PYAAR MEIN JALAA KARTE HAIN..........
KUCH TO GUNAH KIYE HONGE JO YON ROZ MITA KARTE HAIN...
EY! KHUDA TU HI KUCH BATA DE HUMKO..
KYON HAR PAL YE ASHK BAHAA KARTE HAIN...

IS MOHABBAT KA NA JAANE KAL KYA ANJAAM RAHE
HUM TO BETAAB UNHEIN CHAHA KARTE HAI..
NA JAANE KAB MIL PAAYENGE WO HUMKO
KI AB TO HAR PAR UNKI RAAH TAKAA KARTE HAIN...

HAR CHEHRE MEIN DEKHTE HAI BUS CHEHRA UNKO ..
KOI KEH DE JAAKE UNHEIN, HUM YAAD BAHUT KARTE HAIN.....:)

IS KADAR BHI NA CHAHO HUMEIN
KI KHUD HI KO BHUL JAAYEIN
BAS EK HI KHWAHISH HAI IS DIL MEIN
AAP HUMAREY HUM AAPKE HO JAAYEIN.........:)
 
Hum Sab Ko To Ekdin Ek Doojey Ka Hoona Hai
Is Dil Main Aur Bhi Hain Baatain Bhaut Jinko Pura Karna Hai
Mudatto Se Dharti Taras Rahai
Hai Dhekh Kar Haal Kisano Ka
Aas Laga Rahi Jaton Se Pura Kar Key Dikhlana Hai
Khoon Hain Jat Ka Lal Kiley Par Jhanda Abkey Kisi Dharti Putra(jat) Se Phehrbana Hain

Jub Dani Hain Itni Kurbani To Thoda Aur Sah Lo
Phir Din Door Nahi Aapka Sandeh Khud Unkey Paas Pahunch Jayey Ga

Hum Bhi Hongey Khus Aap Bhi Hongey Khus A Desh Kush Hogaey Ga
Aap Ka Sandesh Apney Aap Pahunch Jaeyga

Jathain Jhanda Fharaney Ko
 
Bahut khoob!!!! nice to read something positive frm vijay:)

Humnein ye dil bhi lagaya hai
In dilwaloon ko bhi aazmaya hai
WAFA ko mile WAFA yahan
Asa naseeb kisne paya hai
BHOONKHEY NA RAHTEY TO BOOKH KO KYA JANTEY
HAAR NA HOTI TO JEET KO KYA JAANTEY
DUKH NA HOTA TO SUKH KYA PAHCHANTEY
DARD NA HOTA TO KYA SUKUN KO PAHCHANTEY
BEWAFAI NA HOTI TO BWAFA KO KYA JANTEY

"EVERTHING IS IMPORTAN IN LIFE "
 
Woh shaayad ekraar na karenge kabhi bhi mohabbat ka
Unke ikraar ke bina hum bhi kaise unka intezaar karenge
Woh to karte hai bus ess duniyadaari ki baaten yahaan
Dekhna hai ki kab woh apni mohabbat ka izhaar karenge
 
Saari duniya se hum anjaan ban baithey jinkey liye
humse wo hi anjaan baney baithe hai...
Intezaar tu unka bus ey dil tu aur na kar
Wo kisi aur key mehmaan baney baithey hai..:)
 
Unke ikraar ka itna intezaar na karo
woh nahin karte to aap izhaar karo
uljhae hue hai woh duniyaadari mein
aap yu ulajh se samay bekar na karo:)
 
yu he dil behlaane ke liye likhte hain
khud pe raham khaane ke liye likhte hai
jab thak jaate hai zindagi jeete-jeete
bas kuch der sustaane ke liye likhte hain
 
yu he dil behlaane ke liye likhte hain
khud pe raham khaane ke liye likhte hai
jab thak jaate hai zindagi jeete-jeete
bas kuch der sustaane ke liye likhte hain

Ab kisi se Kya apna dil bahlaayega yahan
Hum to mohabbat ke afsaane likhte hain
Ye zindagi to bus essi tarah chalti rahegi
Hum to har ek pal ko zamaane likhte hai
 
Ab kisi se Kya apna dil bahlaayega yahan
Hum to mohabbat ke afsaane likhte hain
Ye zindagi to bus essi tarah chalti rahegi
Hum to har ek pal ko zamaane likhte hai

kuch poorane vaadey nibhane ke liye likhte hai
guzare zammane bhoolane ke liye likhte hai
na hata le duniya nakaab mere chehre se
apne aap ko sab se chupane ke liye likhte hai
 
kuch poorane vaadey nibhane ke liye likhte hai
guzare zammane bhoolane ke liye likhte hai
na hata le duniya nakaab mere chehre se
apne aap ko sab se chupane ke liye likhte hai

Kahin woh haseen yaadon ke pal bhhol na jaaye
Gujre hue zamaane yaad dilane ke liye likhte hai
Ye chaahat ki shamaa jalti rahe hardam yun hi
hum to mohabbat ko aajmaane ke liye likhte hai
 
Saari duniya se hum anjaan ban baithey jinkey liye
humse wo hi anjaan baney baithe hai...
Intezaar tu unka bus ey dil tu aur na kar
Wo kisi aur key mehmaan baney baithey hai..:)

Anjaan to woh hain mohabbat ke ahsaas se
Hum to un par apna ye dil haar baithe hain
Bus intezaar hai us hamsafar ka bekraari se
Naye safar par chalne ko taiyaar baithe hain
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top