aaj bhi hai us gali mein aana jaana mera
hua karta tha jahan kabhi thikana tera
wajeh kuch khas nahin, bas itne se hai
zinda rehne ko chahiye bahana tera
दर दर भटके किसी की एक झलक पाने को
आजकल कहाँ उनकी कोई ख़बर आती है
बहुत दूर तक चला हमसफ़र की तलाश में
तमाम मंजिलें भी अब रास्ता नज़र आती है
Den doston ko dawat,aur baithen shama ki roshni me
Milke kho jayen fir, bhare paimaanon aur ragni me
RK^2
Thanks
milte hain kai chehre ,par is dil mein koi utarta nahi
ishq fir ishq hai, guzarte waqt ke saath guzarta nahi
Ishq Ek Nasha Hai....Jo Dard Ki Gali Mein Bikta Hai............
Ek Pal Ki Jindgi Hai....Aur Jindgi Bhar Ki Saza Hai..............
Use Maut Kya Maregi.....Jo Saza-e ISHQ Mein Fanna Hai...
Patange se pehla sabak jake seekhein...
wafa ka jinhe apni davva bahut hai........
Na aana baharon ke dhokhe mein "Nisha"..
Yahan har kadam par bhulawa bahut hai.....
Zamane mein yun bhi chhalava bahut hai..
Haseeno mein iske alawa bahut hain.......
Hai fursat kise, haal janein kisi ka......
Magar poochne ka chhalava bahut hai...
Patange se pehla sabak jake seekhein...
wafa ka jinhe apni davva bahut hai........
Na aana baharon ke dhokhe mein "Nisha"..
Yahan har kadam par bhulawa bahut hai.....
Patange se pehla sabak jake seekhein...
wafa ka jinhe apni davva bahut hai........
Na aana baharon ke dhokhe mein "Nisha"..
Yahan har kadam par bhulawa bahut hai.....
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.