anilsangwan
Active member
Kya baat hai uncle ji !!!!.... Aap ka yeh post dekh kar aap ki umar ka pata hi nahi chalta.....(pls take it as compliment sir
)aap ka yeh naya Andaaz dekh kar mein toh aap ka KAAYALL ho gaya.....
Aise aise sher-o-shayari RK uncle ji kartey they kisi Jamaaney mein....lekin woh dikhayi nahi dete aajkal........ dev kaka bhi dikhayi nahi dete........
Aap lagey raho... Bahut acha likha hai aap ne
Aise aise sher-o-shayari RK uncle ji kartey they kisi Jamaaney mein....lekin woh dikhayi nahi dete aajkal........ dev kaka bhi dikhayi nahi dete........
Aap lagey raho... Bahut acha likha hai aap ne
मोडर्न शायर
लड़का -
तुमसे मिला मैं कल - तो मेरे दिल में हुआ एक sound
लेकिन आज तुम मिली तो कहती हो - Your file not found !
लड़की -
ऐसा भी नहीं है कि - I don't like your face
पर दिल के कंप्यूटर में नहीं है enough disk space !
.