ashiq shayri

Status
Not open for further replies.
Wah!!! Wah!!!

LaaGe Raho,


Bhai ek kahawat suni thi manne aaj dekh bhi rahya hun hadde... Tham sabte bhi suna dun ke??????????

Chalo suna hi dun na te do chaar post aur aa jawengi reply mein..

" Ek Anaar aur 100 bimar":D
 
toh Fair lovely laga ke dekh lo u find everything fair …………….:) :)

nikitadhaiya said:
this is not fair sara ka sara blame ladkiyoon pe..................ye galat baat hai.....ladke he ladkiyoon ke peeche peeche aate hain........
girls(especially jat girls) r very sincere,honest and do not ditch
 
na bhula sake

na wo aa sake, na hum jaa sake,,
dard dil ka na kisi ko suna sake,,
yadon ko lekar baithe hai unki,,
na wo bhula sake na hum bhula sake..
 
Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !
 
tanhai.........

Mere saath tum ho ya meri parchhaai
Na jaane kis mukaam pe mohabbat humein le aayi
Bheed mein hoon phir bhi kyun chhai tanhai !!!
 
Karan’ vafa nahi kerte ke dhuan ho jaye
Na Meri khalish e dil ka usko guma ho jaye
Bewafa zindgi hai,bewafa he khuda hai
Hum bewafa sahi,tumhe isse kyaa hai
 
ye saans tut jaye ....

Tumse roz milne ko dil chahta hai, Kuch sunne sunane ko dil chahta hai. Tha kisike manane ka andaaz aisa, Ki phir se rooth jane ko dil chahta hai.


Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,sachi chahat to sada bezuban hoti hai.pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai....

tumhe bhul pau namumkin si baat hai, tumhe na ho yakeen ye aur baat hai,Jab tak rahegi saans tab tak rehoge yaad, ye saans tut jaye to aur baat hai
 
Yeh jo haseeno ke baal hote hai,
larkon ko phassane ke jaal hote hai,
na jaane kitno ke khoon piye honge inhone,

tabhi to inke honth laal hote hai :D :D :D
 
Chehre pe haseen chaa jati hai
Aankhon main suroor aaa jata hai
Jab tum mujhe apna kahte ho
Apne pe ghuroor aa jata hai
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top