amritameerut01
New member
Thukra kar mujhe boli ki ab mushkarao,
mai hans pada,
kyonki sawal uski khushi ka tha,
maine to wo khoya jo mera tha hi nahi,
usne to use khoya jo bas usi ka tha.
mai hans pada,
kyonki sawal uski khushi ka tha,
maine to wo khoya jo mera tha hi nahi,
usne to use khoya jo bas usi ka tha.