choudharyneelam
Banned
ye le copycat ek aur gana
again all good choices aur ye anwar movie ka gana to roz ek baar sun leti hun main...extremely good lyrics it has
...now comes my choice which one of my sister's friend reminded me after long time by playing it's tune on guitar.....uss time mujhe uska second para yaad nahin aa raha tha but now i can sing it completely...
...it's from some old time movie and the song is.....Deewana Hua Badal....
Deewana hua badal
Saawan ki ghata chhai
Ye dekh ke dil jhuma
Li pyaar ne angdai
Deewana hua badal
Aisi to meri taqdeer na thi
Tumsa jo koi mahboob mile
Dil aaj khushi se pagal hai
Ai jaanewafa tum khoob mile
Dil kyun na hue pagal
Kya tumne ada paayi
Ye dekh ke dil jhuma
Li pyaar ne angdai
Deewana hua badal
Hai aaj naye armaanon se
Aabaad mere dil ki nagri
Barson se khijata mausam tha
Veeraan badi duniya thi meri
Haathon mein tera aanchal
Aaya ke bahar aayi
Ye dekh ke dil jhuma
Li pyaar ne angdai
Deewana hua badal...
pura gaake likha hai....my fav. song
..aur bhi kuch gaane gaake likhe hain pahle....sunne mein jitna maza aata hai usse jyada gaane mein ....aur baaki gharwaalon ko meri madhur vaani se pareshan karne mein
...actually khul ke gaane ki adat hai..to awaaz thodi oonchi chali jaati hai 
again all good choices aur ye anwar movie ka gana to roz ek baar sun leti hun main...extremely good lyrics it has
Deewana hua badal
Saawan ki ghata chhai
Ye dekh ke dil jhuma
Li pyaar ne angdai
Deewana hua badal
Aisi to meri taqdeer na thi
Tumsa jo koi mahboob mile
Dil aaj khushi se pagal hai
Ai jaanewafa tum khoob mile
Dil kyun na hue pagal
Kya tumne ada paayi
Ye dekh ke dil jhuma
Li pyaar ne angdai
Deewana hua badal
Hai aaj naye armaanon se
Aabaad mere dil ki nagri
Barson se khijata mausam tha
Veeraan badi duniya thi meri
Haathon mein tera aanchal
Aaya ke bahar aayi
Ye dekh ke dil jhuma
Li pyaar ne angdai
Deewana hua badal...
pura gaake likha hai....my fav. song