Bahut waqt hai abhi.......
jane ki baat na karo tum bahut waqt hai abhi
baaten Karen kuchh hum ki bahut waqt hai abhi
yun na bewafai ka iljam dena usko tum abhi se
aajmane ko uski wafayen bahut waqt hai abhi
bahut roya hai uski yaad me tu chupke chupke
tere ashqon ke sookhne me bahut waqt hai abhi
yun to har insaan rahta hai jaldi me yahan “sahil”
lekin sochta hai maut ko bahut waqt hai abhi.