anilsangwan
Active member
Aajtak style mein:
Ji... bilkul sahi kaha sachin aap ne... Jaisa ki hum uss din baat kar rahe they ki Rk uncle ji khul kar ASBP ka smarthan nahi kar paa rahe hain kinhi kaarnnno ki wajah se.... lekin ab is Nuclear threat ke peechey mujhe unki koottneeti na ehsaas ho gaya hai.... woh ASBP ko bahut door tak le jaana chahtey hain... aur multi party system sirf nuclear war se hi khatam ho sakta hai... Ji Sachin...!!! :rock

Theek se bhai Sangwan pher,,,,meri bi ticket book karva le Chandrayaan-2 mein,,,,,,bhai seat chaahe koyi si mil jao koye rola nahi,,,,bas haade te ek bi likadna se,,,,beshak baaje aala ki dhaal sab te paachhli seat pe bethna pado,,,jaan to bach jyaagi:rock,,,,,
arr bhai yu to manne multy party system khatam karan ka idea laage se uncle ka,,,,,,jab nuclear bomb pad jyaaga to haade koye bachhe nahi ,,,,,arr thode din mein aapa aapne ASBP ke khaagraa ne le ke ulte India ponch jyaange![]()