yashbeniwal
New member
Aaj mere pass kisi ka aakhri paigaam aaya
Jisne mujhe apni jaan se bhi badkar chaha,
Par meri badkismati dekho, ki mai
Ushe kabhi chah kar bhi apna na bana paya,
Intzaar bahut kiya usne mujhe paane ka
Par kismat ne mauka hi nahi diya kabhi mujhe apna pyar jaitane ka,
Aaj woh jaa rahi hai toh yeh aankh bhi num hai
Par dil mein daba pyar kya kisi ki chahat se kum hai,
Haal mat poocho abh tum is deewane ka
Kaam nahi rah gaya hai abh uski galiyon mein is Parwane ka......

Last edited: