Few original lines by me............
"Aaj sunehri shaam dhali hai abhi...........
Raat ne doobte suraj ko chua hai muskura ke..........
Sooraj ki thandi raakh se chand banaakar............
Usne sajaya hai maathe par apne...............
Aur uski jalti kirano ki surkh roshini ko............
Chitak kar taare bana saja liya hai ghaghre pe apne........
Shayad aaj raat ki shaadi hai..........."