shayaree KI SHAAM----JOGI JAT

  • Thread starter Thread starter jogiya
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
Mehak uss jahaan ki,

JOGI JAT :cool:


Mehak uss jahaan ki,
Mehak aasmaan ki,
Hai sej sondhi mitti ki,
Khamaosh hai zubaan bhi..
Roshni kafan ki,
Zindagi khatm si,
So chuki har saans hai,
Hai safar bhi ye aakhri..

JOGI JAT :rolleyes:
http://www.indiannri.com
 
JOGI JAT :cool:


Gumm teri judai kaa, kuch ess tarah dhota gaya
Ki siskiyan bhar bhar ke saari raat mai rota gaya
Kab subah hui eska hosh bhi nehi raha
bas darkhato deevaro ko yuu hi dekhta raha
Hai ajaab yeh zindagi kya kya sitam dhayagi
silsila teri yaadon kaa to umar bhar chalta gaya.. ;)

JOGI JAT :rolleyes:

http://www.indiannri.com :confused:
 
jogiya is back

Gumm teri judai kaa, kuch ess tarah dhota gaya
Ki siskiyan bhar bhar ke saari raat mai rota gaya
Kab subah hui eska hosh bhi nehi raha
bas darkhato deevaro ko yuu hi dekhta raha
Hai ajaab yeh zindagi kya kya sitam dhayagi
silsila teri yaadon kaa to umar bhar chalta gaya..



JOGI JAT :cool:

http://www.indiannri.com ;)
 
jogi jat is back

Aur bhi cheezain bohat si lutt chukin hain dil kei saath.

Yeh batayaa doston nei ishq furmanei kei baad.

Ab kamray ki ek ek cheez check karta hoon mein.

Ek tere aane se pehley ek tere jaane kei baad.


JOGI JAT ;) ;)

http://www.indiannri.com :cool:
 
Shareefo mein koyi chor nahi hotha

Shareefo mein koyi chor nahi hotha

Kavvo mein koyi mor nahi hotha

Naya patang ko koyi dor nahi hotha

Naya patang ko koyi dor nahi hotha

Arre yaaro... ishq par koyi zor nahi hotha" !


JOGI JAT :rolleyes:

http://www.indiannri.com ;)
 
Eed ke din

Eed ke din aap khadi na hone chhat par

Eed ke din aap khadi na hona chhat par

kahi log roza na chod de aapku chand samaj kar


JOGI JAT
 
Bewafa sanam

Bewafa sanam se to cigarette achi hai,

Bewafa sanam se to cigarette achi hai,

Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai


JOGI JAT ;) :D
 
Jogi Jat

Moasam tha bekaraar tumhey sochtey rahey
kal raat bar bar tumhey sochtey rahey
Barish hoi to ghar k dareechey say lag kar
Chup chap sogawar tumhey sochtey rahey


JOGI JAT :cool:
 
Zindagi Ki Raahon Mein....


Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mod Bhi Aate Hain,
Saawan Ke Saath-Saath Yehan Patjad Bhi Aate Hain,
Aasuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milthe Hain,
Jo Unhe Doond lete hain,
Wahi Zindagi Jee Lete Hain.


JOGI JAT ;)
 
Suraj se kaho chamakana chod de

Suraj se kaho chamakana chod de,
sitaro se kaho timtimana chode do,
Tum milne nahi aasakte ho to,
apni yado se kaho ki yun satana chod de


JOGI JAT :cool:
 
Jogi Jat

dost hai to aansuon ki bhi shaan hoti hai,

dost na ho to mehfil bhi samshan hoti hai,

sara khel to dosti ka hi hai,

warna janaza or barat ek saman hoti hai.



JOGI JAT :cool:
 
cheers!!!!!

Arz kiya hai,
Tere dar par sanam hazaar baar aayenge,
Tere dar par sanam hazaar baar aayenge,
Tere dar par sanam hazaar baar aayenge,
Ghanti bajainge aur bhaag jayenge !


Fizaao par to asar hawaao kaa hota hai,

Mohabaat par to asar adaao kaa hota hai,

Aise hi koi kisi kaa deewaana nahi hota,

Kuchh kasur to nigaaho kaa bhi hota hai ....
 
hi

yogesh rohtak ka nam aise hi roshan kerte reho, i am also from rohtak.
praveendangi said:
Arz kiya hai,
Tere dar par sanam hazaar baar aayenge,
Tere dar par sanam hazaar baar aayenge,
Tere dar par sanam hazaar baar aayenge,
Ghanti bajainge aur bhaag jayenge !


Fizaao par to asar hawaao kaa hota hai,

Mohabaat par to asar adaao kaa hota hai,

Aise hi koi kisi kaa deewaana nahi hota,

Kuchh kasur to nigaaho kaa bhi hota hai ....
 
Jogi Jat

Mere Dil Main Koi Aawaz Ubhar Aati hai
Tere Hi Baal Bikhar Jaata Hain Diwaron Pe
Teri Hi Shakal Kitabon Main Nazar Aati Hai


JOGI JAT :D
 
Jogi Jat

Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar
Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah


JOGI-JAT :confused:
 
Good Mr. Yogesh
Lege reho, u r a good sayar
jogiya said:
Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar
Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah


JOGI-JAT :confused:
 
AaNkH kHuLi To PhiR ...

inn zamana ki thokaron ka itna aadi ho chuka hoon,

ki ab thokar na bhi lage to khun nikalata hai.




AaNkH kHuLi To PhiR ...



Aankh khuli to phir khwaab chale gaye
jii behlane ke saare bahaane chale gaye

yaad rehta nahi kuch bhi yaad kiye bina
yaadoN me khokar jeene ke sahare chale gaye

gham bhi gaya, khushiyaN bhi gaye
ek ek karke sab yaar chale gaye

har tasawwur me dekha tere chehre ko
har shaks ko khuda banakar chale gaye

chupaya na jaye logoN se meri dil ki raghbat
teri furqat ke sholay ragoN me chupakar chale gaye

sirf dil hi tha tera sabse bada khazaana
phir kyun usey ek ajnabee pe lutakar chale gaye



JOGI JAT
 
na jane woh dubne wala kya keh gaya dariya se

na jane woh dubne wala kya keh gaya dariya se

ki mauje aaj bhi saahil par sir pataka karti hain.






Badshah!
dhan se na paya koi roop se na paya
anmol ratan hei woh koi mol na lagaya

yun lutata gaya koi dil mei chhupata gaya
amir mehel ka kabhi fakir se haath milaya

dil mei dard kabhi ankhon mei nasha
hoton mei pyaar lekin baton se kare ghussa

ye hei dil ka ranjha koi sharabi ka nasha
mohabbat hei naam iska.................
yaaron ko jo banaye BADSHAH!!!!

JOGI JAT IS BACK
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top