Aise hain hmare desh k Neta....
Lagate hain Deshbhakti k naare....
Bharashtachaar me doobe hue hain ye saare....
Hoti hai jo desh me ghatna....
Kehte hain Videshi haath hai....
Sarhad pe khoon bhaye jab Sainik hmare....
Shabaashi inko mile jaise khud hi lade ho bechaare....
Apne Desh ka Rashtriya Geet bhi inko yaad nahi....
Desh kya?? Deshkbhakti kya?? Inko kuch yaad nahi....
Maaf karo yaaro.... Maine kuch galat nahi kaha....
Ye wo Atyachaar hai... Jo aapne aur maine done ne saha....