vijay said:
Woh sharmaaty hain kuchh is tarah se
Ki ye zindagi lootaane ki jee karta hai
Woh haseen chehra jo humaari kismat hai
Unki saadagi par mar janee ka jee karta hai
Har taraaf behosh aalam,raat bhi sharma gai
Kadam unke kya padde ki mehffilein garmma gai
Sanam mera bolta hei
Bahaar kaisse aa gai?
Phissal gaye thhe kaddam mere,jab dil ko usnnei jhankjhorra
Sapna ussne jodd diya,jab neendd ko meri aa todda
Ab neendd mujhe na aati hei,sapne ki tou baat kahan
Jindaggi ko uss dilbar nei,sahi modd par la modda.
* * * * *
Har saanss mei unki khushbu hei,ehsaas hei unka harr pal ko
Jab duur kabhi ho jatte hein ye chehra tarsse aanchal ko
* * * *
Khuda ki kassam wo meri jaan ke dusman bann gaye
unki harr adda mei kaatil hone ka ehsass jo hei
.