Wafa aur mohabbat

Status
Not open for further replies.
deepshika said:
verry good shers on dis page...... keep rocking!!:)

Thanks Pinky.

devdahiya said:
Har saanss mei unki khushbu hei,ehsaas hei unka harr pal ko
Jab duur kabhi ho jatte hein ye chehra tarsse aanchal ko

Unki khushboo se hi mahata hai ye gulistan
Warna en naqlee phoolon mein kya rakha hai
Unse hamara bada pyara sa ek rishta hai
Unhone humen pyar ki dor se bandh rakha hai

devdahiya said:
Khuda ki kassam wo meri jaan ke dusman bann gaye
unki harr adda mei kaatai hone ka ehsass jo hei

Woh jaan ke dushman nahin hai
Ek ahsaas hai zindagi jeene ka
Unke bina ye zindagi bhi kya hogi
Sirf ek gahara dard hoga seene ka

.
 
Last edited by a moderator:
Yohin Do Line!!

vijay said:
Unke bina ye zindagi bhi kya hogi

WO HUR HAAL MEN MERE, MAIN JIS HAAL MEIN WO CHAHEN!
UNKE SUNG HUR PUL AISA HAI KE JAISE DUNIYA VAHIN THUM JAE!!

>>>>>>>>>>>>>>>
 
deswal said:
WO HUR HAAL MEN MERE, MAIN JIS HAAL MEIN WO CHAHEN!
UNKE SUNG HUR PUL AISA HAI KE JAISE DUNIYA VAHIN THUM JAE!!

>>>>>>>>>>>>>>>

Unko dekhkar ye duniya tham jaati hai
Ye nigaahen unke chehre pe jam jaati hain
Duniya mein sabse haseen dilbar hai mera
Unki hansi pe meri ye zindagi muskurati hai
 
Harr dhadkan mei mehsoos karta huun dilbar apne ko
Baddi hasratton se sanjo ke rakhkha hei iss haseen sapne ko
Mujhe darr hei ke kissi ki nazzar na lag jaye hamari mohobbat ko
Harr moti unke pehllu mei teyyar hei bikharnne ko.

BTW, Vijay congrats for completing 500 responces...a unique feet indeed!
 
devdahiya said:
BTW, Vijay congrats for completing 500 responces...a unique feet indeed!

Congrats to you too, Sir.

Without your talented contribution it was impossible here.

Cheers !

-------------------------------------------------------------------

devdahiya said:
Harr dhadkan mei mehsoos karta huun dilbar apne ko
Baddi hasratton se sanjo ke rakhkha hei iss haseen sapne ko
Mujhe darr hei ke kissi ki nazzar na lag jaye hamari mohobbat ko
Harr moti unke pehllu mei teyyar hei bikharnne ko.

Us haseen chehre pe noor hi kuchh aisa hai
Mohabbat ki ek jeei jaagti murat hai woh
Likh dee aaj ye tamaam umar unke naam
Meri zindagi ke sapno ki surat hai woh

.
 
Last edited by a moderator:
vijay said:
Us haseen chehre pe noor hi kuchh aisa hai
Mohabbat ki ek jeei jaagti murat hai woh
Likh dee aaj ye tamaam umar unke naam
Meri zindagi ke sapno ki surat hai woh

Jab wo chalte hein to pawan salaam karti hei
Har kalli bhi unke roop ko salaam karti hei
Har phool ka bhanwra,tarasta hei unke deedaar ko
Unko sihartta dekh ye dharti bhi gumaan karti hei
 
Last edited:
devdahiya said:
Jab wo chalte hein to pawan salaam karti hei
Har kalli bhi unke roop ko salaam karti hei
Har phool ka bhanwra,tarasta hei unke deedaar ko
Unko sihartta dekh ye dharti bhi gumaan karti hei

Jab woh chalten hai to waqt rook jataa hai
Ye saari kaynaat unke samne sharmaati hai
Woh ek nazar dekhle agar kisi ko bhi pyar se
Uski maut wahan zindagi ke samne jhook jaati hai
 
vijay said:
Jab woh chalten hai to waqt rook jataa hai
Ye saari kaynaat unke samne sharmaati hai
Woh ek nazar dekhle agar kisi ko bhi pyar se
Uski maut wahan zindagi ke samne jhook jaati hai

Wo aaye tou jinddagi ranggeen ho gai
Harr adda unki dekho namkeen ho gai
Hamm to pehle se ghayal huwe baithhe thhe
Abb pyar ki manzil bhi sanggeen ho gai
 
devdahiya said:
Wo aaye tou jinddagi ranggeen ho gai
Harr adda unki dekho namkeen ho gai
Hamm to pehle se ghayal huwe baithhe thhe
Abb pyar ki manzil bhi sanggeen ho gai

Ye zindagi ke rang bade hi pyare hai
Ki khushi ke maare ye ankhen nam jaaye
Woh bade pyar se nihaar rahen hai humen
Jee chahta hai ki waqt yaheen tham jaaye
 
vijay said:
Ye zindagi ke rang bade hi pyare hai
Ki khushi ke maare ye ankhen nam jaaye
Woh bade pyar se nihaar rahen hai humen
Jee chahta hai ki waqt yaheen tham jaaye

Good Good ..Very Good...:)
 
vijay said:
Ye zindagi ke rang bade hi pyare hai
Ki khushi ke maare ye ankhen nam jaaye
Woh bade pyar se nihaar rahen hai humen
Jee chahta hai ki waqt yaheen tham jaaye

yen pyar karan aale bhi kasut...hove seee
khushi me..haasan ki jaghan yen..rovee seee
ekle baithe baithe ik dusre ne nihaare jaavengee
je u waqt thaamb diya to.. ye tohe bhi kon paavenge
 
fool4love said:
yen pyar karan aale bhi kasut...hove seee
khushi me..haasan ki jaghan yen..rovee seee
ekle baithe baithe ik dusre ne nihaare jaavengee
je u waqt thaamb diya to.. ye tohe bhi kon paavenge

LOL..:D ....andi tha yo tae Kamal..;)
 
fool4love said:
yen pyar karan aale bhi kasut...hove seee
khushi me..haasan ki jaghan yen..rovee seee
ekle baithe baithe ik dusre ne nihaare jaavengee
je u waqt thaamb diya to.. ye tohe bhi kon paavenge

Nyu batta waqt nei thammbe ga kuun
Tu inn pyar karanniyan nei marrann de nei duunn
Mharri ke ye poonjhhadd paddein ge
Ke tei apnna naass kreingge arr na tei kadhhi biggadeingge

Yo pyar -pyur ka rolla sabh ki konya aawei dhyaan mein
Ye krya krein sehej-2 baat ek dussre ke kaan mei
Pehlyan ye marran-jeewan ki kasam khawein ge
Arr pher byah karr kei banne-bannaye nei dhhaweingge

Pagglan ke ke seengg huya krein
Jadde mei na peengh huya krein
Ye sein binn maussam ki barsaat ki trhan
Hadde mhara ke kaam....Chall challan ge apne-2 ghrran.
 
devdahiya said:
Pagglan ke ke seengg huya krein
Jadde mei na peengh huya krein
Ye sein binn maussam ki barsaat ki trhan
Hadde mhara ke kaam....Chall challan ge apne-2 ghrran.

Pagglan ke bhi seeng jaam jyaven ge
jaade me bhi peengh..ghal jaaven ge
bin mausam ki barasaat bhi hojaave gee
ik baar us chobare aali ke pahelvan babu ne mana lyo
pher...aapni gharan javan ki taal ho jaave gee...:D
 
Chobare aali kitt jaavegi je pyar sachha se
Yo apne maa babbu to appe maan jaynge
Uske babu chahe pahalwaan ho ke fikar se
Je unkaa dil saaf se to mhaari keemat jaan jangye
 
Bhai,

Kasutti JUGALBANDI chaal rhayee sey yadhey...keep it up

vijay said:
Pass rahkar bhi na pahchan saka tu mujhko
Door se dekh kar ab hath hilata kya hai
Main tera kuchh bhi nahin hoon magar itna to bata
Dekh mujhko tere jehan main aata kya hai
 
lovely said:
Bhai,

Kasutti JUGALBANDI chaal rhayee sey yadhey...keep it up

Thanks Bro,

Real appreciation from persons like you are writing a history on jatland as it is the longest thread at jatland so far.

Thanks bhai for comments.

Vijay
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Back
Top