Wafa aur mohabbat

Status
Not open for further replies.
handsome_nashier said:
ना लगओ कभी अंदाजा ,
िकसी की सूरत से ,
िकसी की िसरत का ,
बेवफ़ा बडे होते है , मासुम चहरे वाले !!!

Ye chehre agar itne masoom na hote
To in par kabhi pyar bhi nahin aata
Ab kiski kya fitrat hai ye khuda jaane
Humen to kisi par bhi aitbaar nahin aata
 
खुशब

अक्स खुशबू हूँ , िबखरने से " निशयर " न रोके कोई ,
और िबखर जाऊँ तो " निशयर " मुझको न समेटे कोई !!!
 
Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho,
mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho,
Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa,
pyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho,
Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho,
dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho,
In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum,
mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho,
Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho,
milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho ...
 
dhayal said:

bahut khoob...

darr lagta hai jaban pe late hue tera naam
kahin badnam ne kar de ye zamana tumko

RK^2
 
Pooch is dil se kitne paigam likhta hoon,
ishq main guzri baate tamam likhta hoon,
pagal ho jati hai woh kalam bhi
jish se tera naam likhta hoon

dil ke paigaam... hum na samaj payee
par aise hum nahi ki aapse nazar churaye
aapki zindagi ek khulli kitaab jaisi nikli
or hume... talash rahe thee ik band kali
 
Last edited by a moderator:
Pyar tou ek tyagg hei, tyag karna seekh lo
Dilbbar ke harr gamm-khussi mei harr pall tum sareekh ho
Mil jaye garr pyar usska,naam lo bhagwaan ka
Na mille tou sabbar kar,mil gaya pittara gyan ka
 
fool4love said:
Pooch is dil se kitne paigam likhta hoon,
ishq main guzri baate tamam likhta hoon,
pagal ho jati hai woh kalam bhi
jish se tera naam likhta hoon

Dil ne dil ko na jaane kitne paigaam bheje
Pata nahin woh humse kab tak nazar churayegaa
Apni zindagi to ek khulli kitaab ke jaisi hai
Ki har panne per uska hi naam likha najar aayegaa

fool4love said:
dil ke paigaam... hum na samaj payee
par aise hum nahi ki aapse nazar churaye
aapki zindagi ek khulli kitaab jaisi nikli
or hume... talash rahe thee ik band kali

hahahahahaha Kamal, funny as always........

Dil ke paigaam na samajh paaye to kya
Nazaren mila kar to dekho apnaapan milega
Khulli kitaab band kaliyon se jyada aachhi hai
Har panne pe zindagi ka koi matlab to milega

.
 
Last edited by a moderator:
kamal very good especially the last line.humhe.....talash rahi thi ek band kali.kamal tu ye sab kaam bhi karliya kare k shyari shurie ale.man bahut hasi ayee teri lines pad k.haha

fool4love said:
dil ke paigaam... hum na samaj payee
par aise hum nahi ki aapse nazar churaye
aapki zindagi ek khulli kitaab jaisi nikli
or hume... talash rahe thee ik band kali
 
Vijay bhai.. aapka or Dev kaka to koi javab hai hi nai.. i've been saying this.... ever since this thread started. aapka naam aajse... USTAD Vijay Singh... :)

Ritu ji.. aap jaisi..senty senty to likhi konya janti... yehee aave se... :) thkyu thkyu for appreciation..:D
 
fool4love said:
Vijay bhai.. aapka or Dev kaka to koi javab hai hi nai.. i've been saying this.... ever since this thread started. aapka naam aajse... USTAD Vijay Singh... :)

Thanks Kamal Bhai, GOD bless brothers like you.
Cheers !
 
Last edited:
Talash kar band kali ko dil aapka pachtayega
Khullegi pankhudi to bhanwra ek tadapta hua payega
hongi aankhein namm aapki
pyaar se vishwash aapka uth jayega
fool4love said:
dil ke paigaam... hum na samaj payee
par aise hum nahi ki aapse nazar churaye
aapki zindagi ek khulli kitaab jaisi nikli
or hume... talash rahe thee ik band kali
 
Nice One........

laag liya tere bhi sauk iska.....
er mai tai nu kahu su ek sauk nahi chaskaa.......

One frm me:

HAZAROON DUAYEIN USKE LIYE MAANGTAA HOON AAJ BHI
CHAND MEIN USKI SURAT TALASSHTAA HOON AAJ BHI,
MAUT KI JISNE ITNAKAREEB LAA DIYA HAI
DETA HOON USHE DUAYEIN ZINDAGI KI AAJ BHI.....

sunitahooda said:
Talash kar band kali ko dil aapka pachtayega
Khullegi pankhudi to bhanwra ek tadapta hua payega
hongi aankhein namm aapki
pyaar se vishwash aapka uth jayega.
 
yashbeniwal said:
HAZAROON DUAYEIN USKE LIYE MAANGTAA HOON AAJ BHI
CHAND MEIN USKI SURAT TALASSHTAA HOON AAJ BHI,
MAUT KI JISNE ITNAKAREEB LAA DIYA HAI
DETA HOON USHE DUAYEIN ZINDAGI KI AAJ BHI

Aap se tutta bhi nahin humse bikhra bhi nahin
Dil humara patthar bhi nahin sheesha bhi nahin
Aur kuchh na de payeen use to duaaen hi de de
Woh jo apna bhi nahin aur paraaya bhi nahin
 
vijay said:
Aap se tutta bhi nahin humse bikhra bhi nahin
Dil humara patthar bhi nahin sheesha bhi nahin
Aur kuchh na de payeen use to duaaen hi de de
Woh jo apna bhi nahin aur paraaya bhi nahin

bhai kya dil dil dil laga rakhi hai

Shaayad mere pyar ko Taste karna bhool gaye
Dil se aisse cut kiya ki Paste karna bhool gaye
 
hi

TERE BAIGAIR ZINDAGI,YEH ZINDAGI NAHIN VEERANAA HAI
MERA DIL AB GHAMOO KA AASHIYAANA HAI
ES BEDARD PYAR KA BAS YAHI FASSANA HAI
KI ALAG-ALAG ROTA HAR DEEWANA HAI.

vijay said:
Aap se tutta bhi nahin humse bikhra bhi nahin
Dil humara patthar bhi nahin sheesha bhi nahin
Aur kuchh na de payeen use to duaaen hi de de
Woh jo apna bhi nahin aur paraaya bhi nahin
 
yashbeniwal said:
TERE BAIGAIR ZINDAGI,YEH ZINDAGI NAHIN VEERANAA HAI
MERA DIL AB GHAMOO KA AASHIYAANA HAI
ES BEDARD PYAR KA BAS YAHI FASSANA HAI
KI ALAG-ALAG ROTA HAR DEEWANA HAI.

Waada karke bhi na milne ke bahaane yaad aayenge
Tere jaane ke baad tere afsaane yaad aayenge
Hum to kaat lenge ye zindagi yaad mein kisi tarah
Kya tumhko bhi kabhi gujre jamaane yaad aayenge
 
Zamana agar acha ho to kabhi gujarta hi nahi
pyar ho sacha to kabhi marta hi nahi
kasar na rakhi tumney bewafai me koi
dil magar ye sach kabhi manta hi nahi
 
kudh ki mohabbat ko tabah kaun karegga
sabhi nek banage to gunaah kaun karegga
e khuda sanam bewafa ko bachaye rakhna
warna hamari maut ki dua kaun karegga..............
 
sunitahooda said:
Zamana agar acha ho to kabhi gujarta hi nahi
pyar ho sacha to kabhi marta hi nahi
kasar na rakhi tumney bewafai me koi
dil magar ye sach kabhi manta hi nahi

Sachha pyar kabhi mar kar bhi nahi marta
Pyar karne waalo ne isse amar banayaa hai
Aaj to wafa ka naam bhi badal diya logo ne
Bewafaai ka ek naya dastoor chalaaya hai

prashantacmet said:
kudh ki mohabbat ko tabah kaun karegga
sabhi nek banage to gunaah kaun karegga
e khuda sanam bewafa ko bachaye rakhna
warna hamari maut ki dua kaun karegga..............

Woh hamaari maut ki dua mang rahe hain
Humne dua ki unko sirf wafa sikha de
Ab dhekhen khuda kiski pahle sunta hai
Wafa ya maut pata nahin kya pahle dikha de
 
Last edited by a moderator:
sunitahooda said:
Talash kar band kali ko dil aapka pachtayega
Khullegi pankhudi to bhanwra ek tadapta hua payega
hongi aankhein namm aapki
pyaar se vishwash aapka uth jayega

naseeb insaan ka chahat se hi savarta hai
naseeb insaan ka chahat se hi savarta hai
kya bura isme....
jo koii.. kisi pe marta hai
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top