Wafa aur mohabbat

Status
Not open for further replies.
thamm sab kya ye bewafai pey rotey ho
kadey dil to kadey duniya kee baat kartey ho
aur bhee hein duniya mein jinko tumhara intizaar hai
udhar zara nazar ghumao aur dekho bass duniya khushgawaar hai

Hansne walon ko lagti ye duniya khushgawaar hai
kyunki wo khushiyon ki kashti me sawaar hain
Ye jo Bewaafaon ke liye rote hain yahan aa kar
Unpe ''wafa aur Mohabbat'' ke bahut udhaar hain
 
Kiske paas waqt hai ki roye kisi bewafa ke liye
Char din ki zindagi kyon na hans kar gujaar de
'Wafa aur mohabbat' to kaam hai dilwaalon ka
Jo dil ki kishti ko pyar ke saagar mein utaar de
 
jitna bhi pukaro yo na rukegi.....
ye ramphal ki jhoti see..
usike ghar ja kai dategi.!!!:D :D :D
 
Kiske paas waqt hai ki roye kisi bewafa ke liye
Char din ki zindagi kyon na hans kar gujaar de
'Wafa aur mohabbat' to kaam hai dilwaalon ka
Jo dil ki kishti ko pyar ke saagar mein utaar de

Unke paas jiske liye waqt hai ye to wahi jaane
Jisne hansaaya tha, unhi ko rula kar maane
"Wafa aur Mohabbat" karte hain sirf dilwaale
Gar Dil ho aapke paas to aapko koi kuch maane
 
Khata kaun nahin karta yahan es jahaan mein
Kisi ki ek muskurahat pe ye zindagi kurbaan hai
'Wafa aur mohabbat' to zinda hai hum dilwaalon se
Fana ho jana hamaare sheshaa-e-dil ki pehchan hai
 
Karte honge khataa aap jaise hazaron is jahan me
Doondate hain apni zindagi kisi aur ki muskaan me
Har baar apne dil ko sheeshe se jod dete hain,or
Kehte hain basi hai ‘Wafa or Mohabbat’ dilo jaan me​
 
Last edited:
Karte honge khataa aap jaise hazaron is jahan me​

Doondate hain apni zindagi kisi aur ki muskaan me
Har baar apne dil ko sheeshe se jod dete hain,or
Kehte hain basi hai ‘Wafa or Mohabbat’ dilojaane me​

Hum woh nahin hain jo roz mohabaat karte hai
Waada karke bhool jaana hamaari fitrat nahin
Hamaari 'Wafa aur mohabbat' ko kya samjhega koi
Jo samajh na saka es sheesha-e-dil ki nazakat kahin
 
this is wafa or mahobbat.. at its best!!... :) Vijay bro.. n Monika ji... u guys really know how to put it into words. waah waah n waah waah... laage raho nue!;)
 
Ek din Mohabbat karke bhool jana kisi ki aadat nahi
Waada karna kisi se ye aapki fitrat me hi nahi
Kaise samjhe "Wafa aur Mohabbat" aapki koi
Jab aapke lafzo se hi jhalakti koi nazaakat nahi
 
Helllo Kamal ji

i know panchkulians n chandigarains r gud in arrangin words......
so y not u???
n thaks for ur appreciation
take care
 
LOL who told u that i'm NOT good at it..?? Vijay bro.. Monika ji pe thora 'prakash' dalo yaar!! :D just jokin... actually i'm not much into serious kinda shayari... itni tension konya li kade... i just do it for fun. :)
 
this is wafa or mahobbat.. at its best!!... :) Vijay bro.. n Monika ji... u guys really know how to put it into words. waah waah n waah waah... laage raho nue!;)

Thanks Kamal,

I suppose that now you know that what real love is ?????

Hey ! don't try to hide anything. It happns dear...........

Cheers now !
 
LOL who told u that i'm NOT good at it..?? Vijay bro.. Monika ji pe thora 'prakash' dalo yaar!! :D just jokin... actually i'm not much into serious kinda shayari... itni tension konya li kade... i just do it for fun. :)

Haaaann haaaan Surme Bhopaaliieeeeeeeeee :D :D
maine teri bhi shayri dekh li arr auro ki bhi...................
We also write for fun .... may b the words (serious words) shows u something else..................we r also tention freeeeee persons:) :) ................
anyways....y don u come n contribute more in """"Wafa aur Mohabbat""

bye take care
 
Ek din Mohabbat karke bhool jana kisi ki aadat nahi
Waada karna kisi se ye aapki fitrat me hi nahi
Kaise samjhe "Wafa aur Mohabbat" aapki koi
Jab aapke lafzo se hi jhalakti koi nazaakat nahi

Wada jo karte woh hain dil ki jubaan hai
Jo kah diya wahi hamaari pehchaan hai
Hamari 'Wafa aur Mohabbat' azma kar dekho
Sachhe pyar par to kurbaan hamaari jaan hai
 
Kisi dooje par Vishwaas kar nahi sakte hain jo
Wo aaj Jubaan se apni pehchaan batate hain
Baat karte hain"Wafa ar Mohabba"aazmaane ki
Phir kurbaan jaan kar use sacha pyaar batate hain
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top