vijay said:Good Dev sir,
Lekin hum ghuttne tekne walo main nahi...
Dil gaya tumne liya hum kya katen
Jaane wali cheez kla gum kya karen
Mamla aaj hai hushno-ishq ka
Dekhjye woh kya karen hum kya karen
Unko jo karna tha wo kar gujre bahut pehle
Unn ki bewaffai ke baare mei bolo koi kya keh le
Wo jo karein unko barkat dena ei khudda
Barbadiyaan mujhe bhanne jo lagi hein