Ishq ke lamhe sharaab lagte hain
Kuch chehre mehtaab lagte hain
Dukh itne sahe mohabbat main guzre hue
Ke har lamhe hi azaab lagte hain.
* * *
Rukta bhi nahi, theek se chalta bhi nahi
Yeh dil hai kay tere baad sambhalta hi nahi
Is umar key sehra say teri yaad ka baadal
Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi
* * *
Karan’ vafa nahi kerte ke dhuan ho jaye
Na Meri khalish e dil ka usko guma ho jaye
Bewafa zindgi hai,bewafa he khuda hai
Hum bewafa sahi,tumhe isse kyaa hai

Last edited by a moderator: