Wafa aur mohabbat

Status
Not open for further replies.
nikitadhaiya said:
phir wahi shaam, phir wahe mayhkhaane,
bhare bhare, chalakte chalakte paimaane,
en dilwaaloon ke kisse hain bade poorane,
ghar ghar mein mashhoor inke afsaane,
mehboob se milne ke inse pass hain lakhoon bahane,
har shama par mandrate parwaane,
inke fitrat se kahan hain ab log anjaane,
saare jamane ke liye ye hain 'pagal deewane',
ye tadap, ye kashish, ye uljhan, ye josh, ye junoon, ye chahat,uff ye mohabbat,
kyo ruke koi,zindajaani mein ye jawani ke din hain sabse suhane.

Nice composition Nikita,

This is my own creation :

Abhi Abhi

Tumhari yaah aai hai abhi abhi
Mera dil dharka hai abhi abhi

Aks ubhara hai tumhara
Meri aankhon ke samne
Mere najdeek ho tum
Ye ahsaas hua hai abhi abhi
Mera dil dharka hai abhi abhi

Kisi ne kaha mujhe
Ki usne dekha tumhe
Uun mahsoos hua mujhe
maine tumhe dekha hai abhi abhi
Mera dil dharka hai abhi abhi

Kuch kaha hai tumne
Ye mera waham sahi
Lekin mujhe lagta hai
Tumne pyar se pukara hai abhi abhi
Mera dil dharka hai abhi abhi

Abhi aaya hai khayal
Tum chahti ho mujhe
Ye bharm hua mujhe
Tumne pyar jataya hai abhi abhi
Mera dil dharka hai abhi abhi

Tumhara naam jodkar
Apne naam ke sath
Main ye sochne laga
'Vijay' ne tumhe paya hai abhi abhi
Mera dil dharka hai abhi abhi

Tumhari yaah aai hai abhi abhi
Mera dil dharka hai abhi abhi
 
nikitadhaiya said:
phir wahi shaam, phir wahe mayhkhaane,
bhare bhare, chalakte chalakte paimaane,
en dilwaaloon ke kisse hain bade poorane,
ghar ghar mein mashhoor inke afsaane,
mehboob se milne ke inse pass hain lakhoon bahane,
har shama par mandrate parwaane,
inke fitrat se kahan hain ab log anjaane,
saare jamane ke liye ye hain 'pagal deewane',
ye tadap, ye kashish, ye uljhan, ye josh, ye junoon, ye chahat,uff ye mohabbat,
kyo ruke koi,zindajaani mein ye jawani ke din hain sabse suhane
.

Jawaani ke 2 din thhe mauj mannane ko
Na manjoor thi meri khussiyan jaleem jamane ko
Gafflat mei nikalli jawaani-Deewani
Mere paas hei kewal ek affsaana battane ko.
 
devdahiya said:
Jawaani ke 2 din thhe mauj mannane ko
Na manjoor thi meri khussiyan jaleem jamane ko
Gafflat mei nikalli jawaani-Deewani
Mere paas hei kewal ek affsaana battane ko.

Umar draz maang ke laaye thy chaar din
Do arazoo main kat gaye do intezaar main
 
devdahiya said:
Jawaani ke 2 din thhe mauj mannane ko
Na manjoor thi meri khussiyan jaleem jamane ko
Gafflat mei nikalli jawaani-Deewani
Mere paas hei kewal ek affsaana battane ko.

wahi pooraana kissa, wahi poorana gam
dooshi thahraya zammane ko, jab khud mein nahin tha dum

--------------------------------------------------------------------------

kiske yadoon ne hai vijay ko ghera,
kiske adaoon ka hai vijay pe pehra,
kis haseena ke huye jaate ho kayal,
kiske maasoomeyat ni kiya hai ghayal,
ajeeb hota hai mohabbat mein ye manzar,
aap to deewane ho chale, woh hain ki abhi tak bekhabar

vijay said:
Nice composition Nikita,

This is my own creation :

Abhi Abhi

Tumhari yaah aai hai abhi abhi
Mera dil dharka hai abhi abhi

.....
 
Last edited by a moderator:
Shayaroien ki mehfil mein kuch aise bhi hote hai
koshish to karte hai per nakaam rehte hai
kaun rokega aansuin unke
aasmaan mein GALIB SAHIB rote hai....

aapki shyari ko dekhkar........

COOL................
don't get angry.......
Just joking.........

nikitadhaiya said:
kiske yadoon ne hai vijay ko ghera,
kiske adaoon ka hai vijay pe pehra,
kis haseena ke huye jaate ho kayal,
kiske maasoomeyat ni kiya hai ghayal,
ajeeb hota hai mohabbat mein ye manzar,
aap to deewane ho chale, woh hain ki abhi tak bekhabar
 
Mohabbat ka naam na lo
pal mein aayi pal mein gayi
main kahun abhi abhi ya
kabhi hai kabhi nahi....

kabhi di kasak kabhi mila dard
kabhi di dawa kabhi rakha marham
sadioyon se taar taar hua tha jo daman
humne sila hai isey abhi abhi....

na lagao isme mohabbat ka paiband
mera dil taat ka tukda hai
isko resham raas na ayega kabhi
sisakne do issey chup chap yuhin

iss jalti bhujhti lo ko dekho
kaisa fad fadana kaisa tim timana
hai hawa ke reham o karam pe
na roshni apni na thikana koi
 
prashantacmet said:
Shayaroien ki mehfil mein kuch aise bhi hote hai
koshish to karte hai per nakaam rehte hai
kaun rokega aansuin unke
aasmaan mein GALIB SAHIB rote hai....

aapki shyari ko dekhkar........

COOL................
don't get angry.......
Just joking.........

prashant itna bura likhtee hoon kya?....:confused: :confused: :o :o

mana aap hai shayar poorane
hum nadaan, aap bade sayane
aap ko aate hain mehfil mein rang jamane
hum hai abhi naye naye, naye naye hamare andaaz
par woh din door nahin jab hoga GALIB SAHIB ko hum pe naz
 
Pyar ke andhhe na hotte sayanne
Beshak koi banae lakhon bahane
Dil to chalta hei seedhhe se raste
Kuchh ro-2 kar mannate , kuchh behla lette hanste-2
 
Last edited:
prashantacmet said:
Shayaroien ki mehfil mein kuch aise bhi hote hai
koshish to karte hai per nakaam rehte hai
kaun rokega aansuin unke
aasmaan mein GALIB SAHIB rote hai....

aapki shyari ko dekhkar........

COOL................
don't get angry.......
Just joking.........

Prashant Bhai,

Shayari kuch gine chune shabdo ki mohtaaz nahi hoti yeh jazbbat hote hain.

Waise Galib kisi ko dekh kar nahin rota.......

Chehra jo kisi shakhs ka dikhta hai sabhi ko
Aksar woh us shakhs ka chehra nahi hota
Pehchan na paye jo kisi ko woh insaan
Kitna bhi samajhdaar ho gahra nahi hota
 
sunitahooda said:
Mohabbat ka naam na lo
pal mein aayi pal mein gayi
main kahun abhi abhi ya
kabhi hai kabhi nahi.......................

Good compositon Sunita,

Ab tak door bahaaren bata mausam mere
Is chaman main tere patjhar ki seeam kya hai
Main chup hoon kismat se kya shikva karoon
Saans lena hi apradh to is haar ki seeam kya hai

=====================================================

nikitadhaiya said:
kiske yadoon ne hai vijay ko ghera,
kiske adaoon ka hai vijay pe pehra,
kis haseena ke huye jaate ho kayal,
kiske maasoomeyat ni kiya hai ghayal,
ajeeb hota hai mohabbat mein ye manzar,
aap to deewane ho chale, woh hain ki abhi tak bekhabar

Jo tamanna thee dil main ghut kar rah gai
Usne poochaa bhi nahin humne bataya bhi nahin
 
Last edited by a moderator:
ek sher...

door se dekhaa..door se dekha, andey uball rahey the!
paas se dekha...paas se dekhaa...GANJEY uchhall rahey the:)
 
tu bhi aagi inka hawan kharab karan

deepshika said:
door se dekhaa..door se dekha, andey uball rahey the!
paas se dekha...paas se dekhaa...GANJEY uchhall rahey the:)

deepshika tanney bhi inke hawan main ger diya haadi ar khoon ka masaala...........hahahaha:D..........le main bhi chadha dyun sun teri gellyan e bhabooti siiiiiiiiii................hahahahakillkiiiiiii.......@bhabootii.........;)

door se dekha to......... gadhi poonch hila rahi thi........:eek:

paas aake dekha to ......kajol ki behen(naam koni beraa bekaar ka) baal sukha rahi thi..........:eek:

hahahahahaha...............ho gya apna kaam ...baand lyaan saan ibb apni potlii .........hahahahakillkiiiiiiii............:D:D
 
ratheetheraist said:

Hadde bhi badd gya jhollee de ke tu bhai Vikas..............Tokk la di iss Vijay ke dil aalle mandir mei tnne arr iss bebe Deepshika nei.........Tummne donnua nei shraap dega Vijay...ha...ha..ha.
 
saarey sharap fail sey

devdahiya said:
Hadde bhi badd gya jhollee de ke tu bhai Vikas..............Tokk la di iss Vijay ke dil aalle mandir mei tnne arr iss bebe Deepshika nei.........Tummne donnua nei shraap dega Vijay...ha...ha..ha.
hahahahaha kilkikl @ sharap,,, dev sir ,,, yu raathi pehlam devta thaaa,,,, isney fer sharap milya ,, manas bana ka shrap milya thaa isney,,,,jibbey yu manas ban gaya,,, ib saarey sharap fail sey iskey aagey,,,,,:D :D :D :D :D ,,,, yu ib ichadhaari manas ban liya sey,,,,,hahahahhaaa
 
devdahiya said:
Hadde bhi badd gya jhollee de ke tu bhai Vikas..............Tokk la di iss Vijay ke dil aalle mandir mei tnne arr iss bebe Deepshika nei.........Tummne donnua nei shraap dega Vijay...ha...ha..ha.

Nahi Dev Sir,

Yo Rathi or Deepshikha hansa kare se har main bura nahin manta. Je main itti si baat pe shraap den aala hota to main jatland pe naa hota jadee log aake jatland ne hinduland banaan ki soch rahe hai. Rathi har deepshika to pher bhi aapne se. Unka ke bera kaun hai ?????.

Rathi har deepshika koi baat naa hai Dev sir to majak kar rahe se main bilkul bura na manta.. aur aan devo ???

serious shayari main thoda humur bhi hona chahiye.........

Gagu !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
 
I know about you Vijay....ye sab majak chal raha hei...par pher bhi inn-nei ittani izzazat bhi matt dyo na te iss shyayri ka 22 ka binddal banna kei pee jyange ye...ha..ha..ha Killkkiiiiiii@22 aalla binddal.
 
vijay said:
This is my own creation :

Abhi Abhi

hahahhahaha bhai VJ ib bhi burra na maanya te ke..........manne ga
chodddh marre yaar, samjh gya hoga...;)

er rathee.....killkki.......shrap na laage rathhe ke....hahahhaa RATHEE ke te saare jatland aale SAAMP denge............killkki gagu™
 
Shaam ke sanwle chehre ko nikhara jaaye
Kyon na aasmaan se koi chand utaara jaaye
Meherbaan teri najar teri aaadayen qatil
Tujhko kis naam se aae dost pukara jaaye
 
Nahi aisi baat nahi hai. ...........
main to bas majaak kar raha tha
Don't take it on lungs............

jaan liya hai humne ki aapke to andaaz hi nirale hai
koi aaya hai is mehfil mein jiski aankhoein mein nashe ke pyale hai
sarakta hai pallu jab uske sar se
to har aashiq apne dil ko sambhale hai...........

Back
Top