vijay said:Tumhi ho woh jise kahati hai "khuda" duniya
Bacha sako to bacha lo doob raha hoon mein
Julffon ke saye mei reh kar tumhari
Har aashyana bhool gaya
Parwadiggar nei tumko banaya hi aissa
Ke ye deewana Mandir jana bhool gaya
vijay said:Tumhi ho woh jise kahati hai "khuda" duniya
Bacha sako to bacha lo doob raha hoon mein
choudharyneelam said:ooooooooooooohhh!!! you both(Vijay and Dev Sir) are extremely great...how such interesting stuff comes in your mind....do you both really compose it all on your own or take help from somewhere...anyway i must believe that you are really talented....touchwood! Wish it never comes to an end...but dear why don't you both write some book on it, so that others also enjoy this chain of creation....though i haven't read it whole but will take out some spare time to enjoy reading all this.
vijay said:Jab kabhi bhi dil kisi par meharbaan hota hai
To apne aap kisi ke liye duayeen nikalti hain
Ye woh sabse pyaara ahsaas hai is zindagi ka
Jise paane ke liye har ek jaan machalti hai
choudharyneelam said:EXCELLENT!!
vijay said:Chandni raat mein woh chhat pe aai hogi
Ek halki si teesh dil mein machal rahi hogi
Makhmali chandani mein woh chand sa chehra
Usko dekhkar to chandni bhi bahal rahi hogi
Ek chand aasmaan pe aur ek yahan jameen par
Kaun jyada pyara hai ye bhahas chal rahi hogi
Mera khayaal jab aaya hoga uske jehan mein
Uski mohabbat burf ki tarah pighal rahi hogi
Woh mere samne baithe hain par kya karen
Har tamanaa ansoo ke raste nikal rahi hogi
Kya woh mere pyar ko samajh payenge kabi
Meri har aarzoo jo ashkon mein bahi hogi
Woh kya samjhenge mohabbat kya hai kabhi
Unki bewafaaon se hi hurdum dosti rahi hogi
Wo meri zindagi mein aaye aur chale bhi gaye
Ye haseen zindagi aab "Vijay" ko zahar lag rahi hogi

vijay said:Thanks Deepshika and Keshu for the appreciation,
.
deepshika said:isse e rahiyo katii sadaa
ratheetheraist said:vijay bhaii.........apne mera naam nahi likhaa........merii koii galtii bhaii,,,,,,????
le aapan te roos ge bhaaiii...........![]()
pinky,,,,tu bhi inkey masteraan ki dhaall ho rahi sey,,,,,,,,, jukar woo inkey maarteyy haani darya kartey aur bss ,,,,nu kehya kartey ,,,,, " issey hi rehiyoo sadaa" hahahahahah khi khi khideepshika said:isse e rahiyo katii sadaa![]()
ratheetheraist said:eeeee pinkyy........ke paak rii saii tuu...........ARR SUNN TANNEY MAIN HAI NA DEKH LYUNGAA.............
hahahhahahah...............killkii........[e............kiillkii.................ohhhoooohhh hhahahahahhaa .............marrrr geeeeeeeeeeeee ree mere raamm..............hahahahahahaha...............thaa leeeeeeee.........hahahahhahahahahahahahh..................arre manne nahii ISS MAJAK KARANN AALI MERII AATMAA NEY
...............hahahahahahhaahaha
hahahahahhahaynoxrqwenxyfoewqxiuf'emqxzet'qxz
qxzvmoqy8neoqw8icfjheqwogf4ye2yhe2q'94[qyhf21
gf249yh438qyh1'fyh4oe'w2q4yo8mndgqym'ogxem'yegq..............u fislyaa haath...........hahhaha.........maare ree raam.........![]()
downtoearth said:pinky,,,,tu bhi inkey masteraan ki dhaall ho rahi sey,,,,,,,,, jukar woo inkey maarteyy haani darya kartey aur bss ,,,,nu kehya kartey ,,,,, " issey hi rehiyoo sadaa" hahahahahah khi khi khi
deepshika said:bhikkdey!!!!
tu mer te hadey e lardnaa chaave se k?![]()
naa bataa dey![]()
![]()
deepshika said:bhikkdey!!!!
tu mer te hadey e lardnaa chaave se k?![]()
naa bataa dey![]()
![]()
keshavdahiya said:Pinky jaan de gussa !!!!!
Calm down.
Baawali ! Saare aapne se adde ke karegi choo karke.
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.