Yuyutsu ... The only Kaurava who fought from Pandav's side.
Dharm ke liye apne bhai aur apni saari sena ko chod diya jo ki doosre maharathi like Bhisham bhi nahi kar paaye(had their own reasons but still yuyutsu was a great character). Sachhai ke liye apne sagge bhaiyon se bhi bhid jaane wala sabse diler insaan hai. He was Vibhishan of Mahabharata. Par afsoos usse koi khaas bada sthaan nahi mila iss poori kahani mein aur naa hi jyadatar log usse jaante aur samajhte hai.
Vidur: Sabse bada gyani aur krishan bhagat(krishan ko bhagwan dikhaya gaya hai mahabharat mein aur bhagwaan se bada agar koi ho sakta hai toh uska sachha bhagat, ye baat bhagwaan bhi maante hai). Jiski niti aaj bhi padhi aur maani jaati hai.

Last edited: