prashantacmet
New member
chup kar diya jab bhi main kuch kahna chhaohuin
apni bebasi ka aant main kaisse paaoo
apni bebasi ka aant main kaisse paaoo
bhai vivek mai to nu dekhu tha ek ser ka ke haal kar rakhya hoga aaj do jaatan bichale funsra s, ha ha ha par teri batan te lagya ek tam to seran ki punjad pakad ke doke babat gahta tar re ho, ha ha ha ha . chinta manya kare ye doke tum-a leliyo m konya aau.ha ha ha kilki .....kilki...kilki...Rajesh bahi jab tanne title dikhe tha ki tere kaam kaa koni fer ke doke len aaya tha aade![]()
dil main sameta hua hai samundar humne dard ka
fir bhi jaane kaise muskura paa rahe hain hum
log kehte hain bade khush hain aap to
wo kya jaane is dil ko kaise jala rahe hain hum
socha tha na girne denge in ashkon ko kabhi
kahi humare ashk na de jaaye unko koi gum
magar kitna piye in ashkon ko
ab to inmain doobte jaa rahe hain hum
toote sapne, bikhri chahat aur bhi bahut kuch mila hume
in tohfon ko daman main samete bas jiye jaa rahe hai hum...
ग़लत-फ़हमी ने बातो को बे- मतलब कर डाला यूँही वरना
कहा कुछ था, वो कुछ समझी, मुझे कुछ और कहना था
baato se kab dil ki jubani baya hoti hai
baate to hai bus takluuf ke liye
sacchi mohbaat to aankho se kahi aur annkho se hi suni jaati hai
Waade bhi dost ne kya khub nibhaye,
Zakham muft mein aur dard tohfe me bhijwaye,
Is se badhkar wafa ki misaal kya hogi,
Maut se pehle hi dost kafan le aye...
Regards,
Maniisha
Waade bhi dost ne kya khub nibhaye,
Zakham muft mein aur dard tohfe me bhijwaye,
Is se badhkar wafa ki misaal kya hogi,
Maut se pehle hi dost kafan le aye...
Regards,
Maniisha
मैं इस से बड़ के उनके दिए दर्द की मिसाल क्या दूँ ?
वो मुझ से लग कर रोये , " किसी और के लिए "..
Maut Mangte Hai To,Zindagi Khafa Ho Jati Hai,
Zehr Peete Hai To, Woh Bhi Dawa Ho Jati Hai,
Tu Bata Mere DOST Kya Kare
Jisko Bi Chahte Hai, BEWAFA Ho Jata Hai!!
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.