Bhai re kati Zakhmi lag ra...
![]()
"Bhai re" - padhne walo ke liye hai ya likhne wale ke liye????
Agar likhne wale ke liye hai toh correction please:
"Bobbow hay katayi Jakhami lag rhi"
isse baat pe ek hor sahi:
Kaash kaheen aisa hota, ki doo dil hotay seenay mai;
ik toot bhi jaata ishq me toh, taqleef na hooti jeenay mai
shamli ke dhorre ek gaam hai "badhey".....wahan ke deekho aap...................![]()
Read it some where..felt like sharing with u all
tu jo badla badal gaye hum bhi
pyar kartay thay bandgi to nahi
waqt kat hi jaye ga bahar soorat
tu koi shart-e-zindgi to nahi
sorry for interruption .... bus ek baat poochni thi ki inka kuch matlab bi nikalta hai kya![]()
sorry for interruption .... bus ek baat poochni thi ki inka kuch matlab bi nikalta hai kya![]()
... So jst enjoy reading the stuffs...![]()
Hello Dear,
Yes ofcourse it means a lot for me but it may not mean anything for you.
Such feelings may vary person to person but that doesn't means that
in sabka koi matlab nahi nikalta kyunki conditions or situations may be different
at your side... So jst enjoy reading the stuffs...![]()
आँखों के इंतज़ार का दे कर हुनर चला गया,
चाहा था एक शख़्स को जाने किधर चला गया।
दिन की वो महफिलें गईं, रातों के रतजगे गए
कोई समेट कर मेरे शाम-ओ-सहर चला गया।
झोंका है एक बहार का रंग-ए-ख़याल यार भी,
हर-सू बिखर-बिखर गई ख़ुशबू जिधर चला गया।
उसके ही दम से दिल में आज धूप भी चाँदनी भी है,
देके वो अपनी याद के शम्स-ओ-क़मर चला गया
कूचा-ब-कूचा दर-ब-दर कब से भटक रहा है दिल,
हमको भुला के राह वो अपनी डगर चला गया।
Be vajah dil pe koi bojh na bhari rakhiye,
Zindagi jung hai, is jung ko zaari rakhiye!
Kalam se likha jaayega na is waqt ka haal
Ab toh haathon main koi tez katari rakhiye !!
Ragards
Be vajah dil pe koi bojh na bhari rakhiye,
Zindagi jung hai, is jung ko zaari rakhiye!
Kalam se likha jaayega na is waqt ka haal
Ab toh haathon main koi tez katari rakhiye !!
Ragards
Vijay Ji bahut badiya!Yaaden ke pal kabhi bojh nahin hote
Dil se lagakar koi ek bimaari rakhiye ||
Ees Mohabbat ka anjaam ek jung na ho
Kabhi itni si baat to hamaari rakhiye ||
Itihaas to kalam se hi likhe jayenge
Beshaq khooon se bhari shyahi rakhiye ||
Jubaan se kiziye har-su aman ka elaan
Dil mein chahe mausam-e tabaahi rakhiye ||
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.