जलते हुए पतंगे से क्या बयान लेगा कोई
दहकती शमां ने परवाने को जलाया बहुत है ||
हमसफ़र की तलाश में अपना रास्ता भूल गए
तकदीर के मारो को वक्त ने सताया बहुत है ||
अब कैसे यकीन किया जाए किसी की बात पर
इस ज़माने में मोहब्बत की महामाया बहुत है ||
बुरे वक्त में अपनी परछाई भी साथ नहीं देती
बुजुर्गो ने हमको यह किस्सा सुनाया बहुत है ||
वक्त के साथ वफायें बदलते देर नहीं लगती
'विजय' ने इस ज़माने को आजमाया बहुत है ||
Sun aie gaalib Ki nakshe kadam chalne waale,
Tujhe khuda ne baksha ye hunar bahut hai
Garr koi likhna chahe bhi toh
linkhne mein samasyaae bahut hai
Iss hunar ko ishq/mohhabat mein barbaad na kar
kaam ki baatein aur bhi bahut hai
Sun ae 'Vijay' kalam ka muh mod bana de ek dhaga
jismein josh aur junoon ka ghol bahut hai
Likh unn shaheedo par kuch aisa
Jinka lahoo baya karta bahut bahut hai
Likh unn kaleze ke tukdo par kuch
Jinki maaon ka dil roya khoon ke aasoon bahut hai
Likh uss ubalte khoon par kuch
Jo aaj paani ban raggo mein beh raha bahut hai
Bahut hogaya likhno dhikna, kyunki mujhe likhna aata nahi
Par abhi toh shuruaat hai, tumhe abhi jana(Likhna) abhi door bahut hai





