Yaadon Ke Pal

Status
Not open for further replies.
dhoondhta hai ab woh mujhe mehfil dar mehfil
keh do use, har kisi ko hum hote nahin haasil

ये तन्हाई की रातें हैं तुम्हारी महफिल के हासिल
अब आदत की तरह तुम नहीं ज़िंदगी में शामिल ||
कोई वादा मोहब्बत का हम भी कर जाते लेकिन
पहले जरा बन कर दिखलाइये प्यार के काबिल ||
 
wHA WHA WHA
main to dhakke me hi lag raha tha jawab to ibb aya hai :)


ये तन्हाई की रातें हैं तुम्हारी महफिल के हासिल
अब आदत की तरह तुम नहीं ज़िंदगी में शामिल ||
कोई वादा मोहब्बत का हम भी कर जाते लेकिन
पहले जरा बन कर दिखलाइये प्यार के काबिल ||
 
raet par nahi,humne to rooh mein basaya hai
jab bhi palke band ki use ru-baroo paya hai


उनकी फितरत में तो वफ़ा शायद कभी शामिल थी ही नहीं
न जाने कितनी बार हमने अपने इस दिल को समझाया है ||
हम तो नादान थे जो अपने दिल की दौलत को लुटा बैठे
लेकिन मेरे कातिल ने तो सोच समझ कर दिल लगाया है ||
 
Aansu aa jate hain aankhon mein rone se pahle...
Har khawab tut jate hain sone se pahle.....
Ishq hai gunaah yeh to hum samajh gaye....
Kash!!! rok lete isse hone se pahle.....
 
Aansu aa jate hain aankhon mein rone se pahle...
Har khawab tut jate hain sone se pahle.....
Ishq hai gunaah yeh to hum samajh gaye....
Kash!!! rok lete isse hone se pahle.....

कहने को बहुत कुछ है मगर न जाने क्यों लब सिये जाते हैं
ये ज़िंदगी रास आए न आए लेकिन फ़िर भी जिये जाते हैं
बहुत देर हो गई जब तक हमने इस राज को पहचाना
मोहब्बत के सौदे भी आजकल नाप तौल कर किये जाते हैं
 
......मोहब्बत के सौदे भी आजकल नाप तौल कर किये जाते हैं

ummm... has always been like this... fark bas itna hai ki pehle tarazoo haath me pakadne wali thi aur ajkal digital ho gayee hai....LOL

RK^2
 
Aansu aa jate hain aankhon mein rone se pahle...
Har khawab tut jate hain sone se pahle.....
Ishq hai gunaah yeh to hum samajh gaye....
Kash!!! rok lete isse hone se pahle.....


mohabbat ho sharton pe to badnaam hai
par suna hai aaj shehar mein usi ka naam hai
jo laga baithe boli , aur bikne ko hum taiiyaar
'aks' ab to maan kahan ishq se unhein kaam hai
 
very nice...true line hain.....

:):):):)

वो हवा का ज़ोखा छू के निकल गया
गुदगुदा के मेरे मंन को यूह सा निकल गया
छीन के मेरे सपनो को पानी वो दे गया
वो पियासा था जो दरया को रवानी दे गया


hai ree mohabbat, kaise ajab teri kahani
mil jaaye to daastan varna har baat bemani
 
Sapna kabi sakar nahi hota
mohabat ka koi aakar nahi hota,
sab kuch ho jata hai,
magar Zindagi me dobara
kisi se sacha pyar nahi hota.
 
aansou ko mai ne rok liya jo teri yaad mai behte the,
woh taaj mehal tod diya jis mai hum tum rehte the,
lekin ab hum ne dil ke darwaze par taalalaga dya,
ab waha koi nahi rehta jaha tum rehte the...
 
Jab unko meri yaad ne sataya hoga...
Tab unki aankh mein paani bhar aaya hoga....
Gila yeh nahi ki vo bhool gaye hum ko...
Gila yeh hai ki kisi aur ke liye humko bhulaya hoga....
 
Sapna kabi sakar nahi hota
mohabat ka koi aakar nahi hota,
sab kuch ho jata hai,
magar Zindagi me dobara
kisi se sacha pyar nahi hota.

Janab,

Sapna sakar bhi hota hai
muhobbat ka akar bhi hota hai
aur zindgi me sir dobara hi nahi
ne jane kitne bar sacha piyar bhi hota hai

RK^2
 
Janab,

Sapna sakar bhi hota hai
muhobbat ka akar bhi hota hai
aur zindgi me sir dobara hi nahi
ne jane kitne bar sacha piyar bhi hota hai

RK^2


RK ...sir g aap umer me badey hain..sayad aap hi thik ho...but mainy nahi dekha....2 ho gya to phir 3 . phir 4....phir to ginti hi nahi hoti..:p:p:p
 
Ky Khuda bhi uska tha ?????

MANZILE BHI USKI THI RAASTA BHI SUKA THA,
EK MAIN AKELA THA KAFILA BHI USKA THA...

SAATH SAATH CHALNE KI SOCH BHI USKI THI,
FIR RAASTA BADALNE KA FAISLA BHI USKA THA...

AAJ KYON AKELA HOON DIL SAWAAL KARTA HAI,
LOG TO USKE THE KYA KHUDA BHI USKA THA... ????? :confused:
 
Kaash!!!!!

jab unko meri yaad ne sataya hoga...
tab unki aankh mein paani bhar aaya hoga....
gila yeh nahi ki vo bhool gaye hum ko...
gila yeh hai ki kisi aur ke liye humko bhulaya hoga....



kaash samajhte wo is dil ki tadap ko,
to yu na hame ruswa kiya hota.

Unki ye berukhi bhi manjoor thi hamein,
bas ek baar hamein samajh to liya hota.....
 
Wafa ki saza

hai ree mohabbat, kaise ajab teri kahani
mil jaaye to daastan varna har baat bemani


katra Katra Bahe Mere Aansu
or Hum Unhe Sukha Bhi Na Sake,
Isse Badi Wafa Ki Saza Kya Hogi Ki
Wo Roye Mujhse Lipat ke Kisi Aur Ke Liye
Or Hum Unhe Mana Bhi Na Sake.....:(
 
Ishq

Ishq Ek Nasha Hai....Jo Dard Ki Gali Mein Bikta Hai............
Ek Pal Ki Jindgi Hai....Aur Jindgi Bhar Ki Saza Hai..............
Use Maut Kya Maregi.....Jo Saza-e ISHQ Mein Fanna Hai...


Ishq ne hume rula diya...... jis par marte the usne bhula diya...
hum to unki yaado me jee lete... par unhone un yaado me bhi zehar mila diya......:cool:
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top