Nice Shamsher !
Woh sanam jo dil chura kar ke le gaya hamaara
Ab unke chehre ki baat karen ya unki adaaon ki
Kyun jalte hain log mohabbat karne waalon se
Jamana kuchh bhi kare aakhir hogi jeet wafaaon ki
Vo nazaron kaa teer tha yaa uske dil ki baaten
Vo kamp-kpate lab the yaa labon par aati baaten
kabhi usse nazaren milii to kabhi vo hilte lab dekhe
uthkar vo chale gaye esse pahle ki hum sambhal paate