Yaadon Ke Pal

Status
Not open for further replies.
Chahta jo hame koi dil ke gehraai se
duniya ka har sitam hame gavara hota

Ho jaate hum bhi kurbaan mohabbat mein
mila humko bhi agar,kisi ka ishaara hota

Laut aate hum doosre jahan se bhi
afsoos,kisi ne pyaar se kabhi pukara hota

Hasrat to hai bas sada se yahi apne
kash uski shayari mein zikar hamara hota

Jeet kar hi aate hum dil ki baazi ess duniyan se
Hamaare haathon mein agar haath tumhara hota ||
Badal hi dete unke haatho mein likhi taqdeer ko
Unke naam ke saath likha hua naam hamara hota ||
 
Jin ankhon mein dekhi thi kabhi zindagi humne
Ab to humse nazren bhi nahin milaate hain woh ||
Hum zubaan se khuchchh kah bhi nahin paate
Zakhm dekar ees qadar muskuraate hain woh ||
 
Very Touchy

AAnkhon mein zindagi:eek:

;):p;) Kidding Vijay ji.......
But really a very touchy creation
Keep it up........

WOuld like to share more by U........:)
 
Unki wo baate hamaare dil mein utar jaati hai
Hawa ke har jhonke mein unki hi khabar aati hai ||
Unko to nazar aate hain duniyan mein sirf hum
Humko to unme hi apni duniyan nazar aati hai ||
 
kaise bhulayen un ankhon ko jinme zindgi dekhi thi kabhi
aaj un aankhon me koi khwab naya sajne laga hai
mane gujari thi kai raaten jaag jaagkar jiski yaadon me
aaj unke tassavvur me koi aks naya basne laga hai

Jin ankhon mein dekhi thi kabhi zindagi humne
Ab to humse nazren bhi nahin milaate hain woh ||
Hum zubaan se khuchchh kah bhi nahin paate
Zakhm dekar ees qadar muskuraate hain woh ||
 
unki aahat se mehfil me khushbu si bikhar jati hai
har aarzoo jaise is dil me phir se ubhar aati hai
aaj unke aane se yun pagal hua jata hai dil "sahil"
har phool me ab to bas unki parchhai najar aati hai

Unki wo baate hamaare dil mein utar jaati hai
Hawa ke har jhonke mein unki hi khabar aati hai ||
Unko to nazar aate hain duniyan mein sirf hum
Humko to unme hi apni duniyan nazar aati hai ||
 
Jin ankhon mein dekhi thi kabhi zindagi humne
Ab to humse nazren bhi nahin milaate hain woh ||
Hum zubaan se khuchchh kah bhi nahin paate
Zakhm dekar ees qadar muskuraate hain woh ||

kissa khatam hue guzar gaye zamane
aaj bhi jaane kyo yaad aate hain woh
saath nibahne ka andaaz hai kuch asa
tanhai mein parchai ban jaate hai woh
 
kissa khatam hue guzar gaye zamane
aaj bhi jaane kyo yaad aate hain woh
saath nibahne ka andaaz hai kuch asa
tanhai mein parchai ban jaate hai woh

Yun to bahut andhera hai gum ka ees jamaane mein
Roshan hai meri duniyan unki yaadon ke ujaalo se ||
Zindagi kaise kategi unke bina ye to khuda hi jaane

Tanhaai to aaj bhi kat jaati hai unke khayaalo se ||
 
kaise bhulayen un ankhon ko jinme zindgi dekhi thi kabhi
aaj un aankhon me koi khwab naya sajne laga hai
mane gujari thi kai raaten jaag jaagkar jiski yaadon me
aaj unke tassavvur me koi aks naya basne laga hai

So true jakhar Bhai !

Hum to saathi the sirf unki tanha raaton ke
Subah hui to unhe koi naya khawaab mil gaya ||
Kal tak jinki jubaan par bas naam tha hamara
Aaj humen pehchante nahin ye jawaab mil gaya ||
 
in sheron me apne gham chhupate hain hum ,
yaad me unki har pal aansoo bahate hain hum ।
hum unki aankhon me nahi dikhte to kya "sahil"
unko to aaj bhi in palkon pe sajate hain hum ।

Jinhe yaad karke hi basar ho rahi hai ye zindagi
Woh kya jaan paayenge ki hamari mohabbat kya hai ||
Ek gaya aur dusra chala aaya jinki zindagi mein
Aise bedard insaano se karni ab shikaayat kya hai ||
 
in tanha raaton ki subah ka ab intezar na raha
unko ab pahle ki tarah humse wo pyar na raha
kahne ko ab bhi wo hamen apna batate hain "sahil"
magar pata nahi kyun is dil ko aetbaar na raha

Yun to bahut andhera hai gum ka ees jamaane mein
Roshan hai meri duniyan unki yaadon ke ujaalo se ||
Zindagi kaise kategi unke bina ye to khuda hi jaane

Tanhaai to aaj bhi kat jaati hai unke khayaalo se ||
 
humse jo maangte hain wafaon ka saboot har mod pe
aaj koi unse poochhe raah-e-wafa ki rawayat kya hai ।
kaash ki unko bhi najar aate ye raaste tanhai ke "sahil"
kaise jeete hain hum aur ye zindagi ki kawayad kya hai ।

Jinhe yaad karke hi basar ho rahi hai ye zindagi
Woh kya jaan paayenge ki hamari mohabbat kya hai ||
Ek gaya aur dusra chala aaya jinki zindagi mein
Aise bedard insaano se karni ab shikaayat kya hai ||
 
in tanha raaton ki subah ka ab intezar na raha
unko ab pahle ki tarah humse wo pyar na raha
kahne ko ab bhi wo hamen apna batate hain "sahil"
magar pata nahi kyun is dil ko aetbaar na raha

Wo kahte the ki hum gulistaan hain unke liye
Aaj humse poochhte hain ki bagbaan kaun hai ||

kal tak jo mujhe maangte the khuda se har dua ke badle
aaj unke khwabon me jo aa gaya hai wo insaan kaun hai
unko to fursat nahi ab zindagi ki tamam khushion se "sahil"
kaise unse kahen ki unki bewafai se badnaam kaun hai

Baarisho ke ess mausam mein unka humen yaad karna
Jise yad karke tadpa dil woh hum nahin to aur kaun tha ||

Baaton hi baaton mein gujaari na jaane kitni hi raate
Suni raaton ka hamsafar woh hum nahin to aur kaun tha ||
 
2 baaten humari taraf se bhi ....

APNA NAAM KYA LIKH DIYA TERE SHAIL KI REEAT PER,
FIR TAMMAM UMAR MERI HAWA SE DUMANI RAHI.........
 
pehla pyar ....

Rok sako tu pehli barish ki bondon ko tum roko
kachi mitti tu mehkay gi. hai metti ki majbori .....
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top