Zakhm-e-dil

Status
Not open for further replies.
Muskurane se bhi hota hai bayan ghame dil
Mujhe rone ki bhi adat ho yeh zaroori to nahi.....
 
मुजे तेरी खुश्क आँखों मे तूफ़ान नज़र आतें हैं
ना बहाना आंसू ऐसे ही तो सैलाब आते हैं
 
संभल कर बोला करो

मर जाते हैं लोग अक्सर बिना बोले
मरने के बाद कुछ लोगों के वजूद बोलते हैं
संभल कर बोला करो ऐ मेरे बुजर्गों
आज कल बच्चे पलट कर बोलते हैं

 
teri aankhoon ke aasun ye batate hain
hum bhi tujhe aksar yaad aate hain
rahein kahin bhi is duniya mein hum
guzare lamnhe umar bhar satate hain

umm...

Iss Sahar me be-shummar dhunwa hai,
teri aankhon ke aansu ye batate hain
Kitna bach paaoge iss dhunwe se,
Iss sahar me ne jane kitne dil jalte hain

RK^2
 
wo sitamgar jo bholi surat banaye baithe hai
merre dil ko wo zakhmi banaye baithe hai..........
has rahe hai iss kadar julfoien ko sawartee huien
na jaane abb kisko nishana banaye baithe hai...............

kitne ajeeb jakhm hain dil ke,
ye hume marne bhi nahi dete
jaban pe naam to hai katil ka
par naam ka dawa nahi kar pate

RK^2
 
Zindagi mauhtaj nahi manzilon ki,
Waqt har manzil dikha deta hai.
Koi marta nahi kisi ke gum mein,
Waqt sabko jina sikha deta hai.....

Regards,
Maniisha
 
Zindagi mauhtaj nahi manzilon ki,
Waqt har manzil dikha deta hai.
Koi marta nahi kisi ke gum mein,
Waqt sabko jina sikha deta hai.....

Regards,
Maniisha

Wah Wah Manisha
Great keep it up
I am becoming your fan.
Apke poem padkar sayad me bhi ekdin sayar ban jayun.
Regards
 
Rehne de daanger rehne de......waise hi 5-7 saal se akaal pad reha hai......
aur tu nu keh reha hai khuda se bhi naa dekha gaya tera dard!!! :D :D

tere bheins alla suvaa dena padega ....Antiinflamentory davai ka....fer tera dukh dard sab kimme furrrrrrrrr ho jaayega!!

bada aaya Dard-E-Dil aaala :rolleyes: :p :D


Rockon
Jit


Khuda se bhi na dekha gaya mera dard-e-dil
lo wo bhi ro pada barsaat ke roop main........................................
 
Rehne de daanger rehne de......waise hi 5-7 saal se akaal pad reha hai......
aur tu nu keh reha hai khuda se bhi naa dekha gaya tera dard!!! :D :D

tere bheins alla suvaa dena padega ....Antiinflamentory davai ka....fer tera dukh dard sab kimme furrrrrrrrr ho jaayega!!

bada aaya Dard-E-Dil aaala :rolleyes: :p :D


Rockon
Jit

raahan de....... maka maan hi jaata le.......... gaat cheesaga terra........5-7 khud ghaalne padengge terri kad main :):)
 
rahe zindagi mein yahi mujhe mere yaar mila
har kadam par sunahre kaanton ka haar mila


kab tak bharta waqt mere zakhmoon ko bhala
aaye din ak naya zakhm usko jab tayaar mila


kisi ko wafa mili to kisi ko mili yahan bewafaii
hume to iss mohabbat mein bas intezaar mila
 
rahe zindagi mein yahi mujhe mere yaar mila
har kadam par sunahre kaanton ka haar mila

kab tak bharta waqt mere zakhmoon ko bhala
aaye din ak naya zakhm usko jab tayaar mila

kisi ko wafa mili to kisi ko mili yahan bewafaii
hume to iss mohabbat mein bas intezaar mila

composed superbly........keep going on............aap katai bahudurgarh ka bomb ho..........(chandrawal picture main gaana tha sai ek).....:):)
 
Last edited:
dastur-e-wafa hum iss kadar nibhayenge,
tum roz khafa hona aur hum roz manayenge
tasoowar main bhi aati hai ab to tanhaiyaan
paas aake baitho tumhe haal--dil sunayenge......................
 
soye hue the ped hawoien se dar gaye
kuch chaandni ke phool jameen par bihar gaye
wo khusk hoonth,ret se nami maange rahe
jiski talassh main kai dariyaan gujar gaye................

chaha tha mainne chand ko palkoien se choom lu
hootein pe merre subah ke taarre bikhar gaye
merre laboien pe chand ki kashein laraz gayi
aankhoien pe jaisse raat ke gessu bikhar gaye...........................
 
जी में आता है यह सारे चाँद तारे नोच लूँ
इस किनारे नोच लूँ और उस किनारे नोच लूँ
एक दो का ज़िक्र क्या सारे के सारे नोच लूँ
ऐ ग़मे दिल क्या करूँ ऐ वहशते दिल क्या करूँ *
 
Duriya hi dilo ko nazdik lati hai,
duriya hi 1 duje ki yaad dilati hai,
door hokar b koi kareeb hai kitna
dooriya hi is baat ka ehsas dilati hai.


Regards,
Maniisha
​
 
Duriya hi dilo ko nazdik lati hai,​


duriya hi 1 duje ki yaad dilati hai,
door hokar b koi kareeb hai kitna
dooriya hi is baat ka ehsas dilati hai.​


Regards,
Maniisha​


Duriya hi dilo ko sukoon laati hai.

duriya hi yeh yaad dilati hai,
ki door hokar hai koi haseen kitna :p (dur dur say hi acchay)​

dooriya hi is baat ka ehsas dilati hai.
...accha hua ki paanda chutaa.:D​



PS: Apologies for ruining your sher.:)
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Back
Top