wo sitamgar jo bholi surat banaye baithe hai
merre dil ko wo zakhmi banaye baithe hai..........
has rahe hai iss kadar julfoien ko sawartee huien
na jaane abb kisko nishana banaye baithe hai...............
Good1 Prashant Ji....
Regards,
Maniisha
wo sitamgar jo bholi surat banaye baithe hai
merre dil ko wo zakhmi banaye baithe hai..........
has rahe hai iss kadar julfoien ko sawartee huien
na jaane abb kisko nishana banaye baithe hai...............
Muskurane se bhi hota hai bayan ghame dil
Mujhe rone ki bhi adat ho yeh zaroori to nahi.....
teri aankhoon ke aasun ye batate hain
hum bhi tujhe aksar yaad aate hain
rahein kahin bhi is duniya mein hum
guzare lamnhe umar bhar satate hain
wo sitamgar jo bholi surat banaye baithe hai
merre dil ko wo zakhmi banaye baithe hai..........
has rahe hai iss kadar julfoien ko sawartee huien
na jaane abb kisko nishana banaye baithe hai...............
Zindagi mauhtaj nahi manzilon ki,
Waqt har manzil dikha deta hai.
Koi marta nahi kisi ke gum mein,
Waqt sabko jina sikha deta hai.....
Regards,
Maniisha
Khuda se bhi na dekha gaya mera dard-e-dil
lo wo bhi ro pada barsaat ke roop main........................................
Rehne de daanger rehne de......waise hi 5-7 saal se akaal pad reha hai......
aur tu nu keh reha hai khuda se bhi naa dekha gaya tera dard!!!![]()
![]()
tere bheins alla suvaa dena padega ....Antiinflamentory davai ka....fer tera dukh dard sab kimme furrrrrrrrr ho jaayega!!
bada aaya Dard-E-Dil aaala![]()
![]()
Rockon
Jit
rahe zindagi mein yahi mujhe mere yaar mila
har kadam par sunahre kaanton ka haar mila
kab tak bharta waqt mere zakhmoon ko bhala
aaye din ak naya zakhm usko jab tayaar mila
kisi ko wafa mili to kisi ko mili yahan bewafaii
hume to iss mohabbat mein bas intezaar mila
Duriya hi dilo ko nazdik lati hai,
duriya hi 1 duje ki yaad dilati hai,
door hokar b koi kareeb hai kitna
dooriya hi is baat ka ehsas dilati hai.
Regards,
Maniisha
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.