balrajsejwal
New member
tumhe gairo se kab fursat, hum apne gum se kab khaali
chalo ho gaya milna, naa tum khaali na hum khaali.
chalo ho gaya milna, naa tum khaali na hum khaali.
downtoearth said:Bhoolne ka bhool kar ussko jo waada ker diya
Apni baton se mukar jaana, nahi mujhe manjoor hai
hathoon ney pakard pakard kar dubaya ta-umar
ab tinko ka sahara, nahi mujhey manzoor hai
fir dil kiya hai kashti ko ghusa du tuufaan mein
kinaroo ka yu hasna ,nahi mujhey manzoor hai
Bigde hue shayar ka ohdaa mujhko milta raha
Kab kaha maine? ab sudhar jaana nahi mujhe manjoor hai
downtoearth said:yey kuch chand khayalat hain jo ek arsey sey iss jehan mein poshida hain,,,, aaj khud-bakhud lafzoon ki shakal mein ubhar aayey hain..........
Bhoolne ka bhool kar ussko jo waada ker diya
Apni baton se mukar jaana, nahi mujhe manjoor hai
hathoon ney pakard pakard kar dubaya ta-umar
ab tinko ka sahara, nahi mujhey manzoor hai
fir dil kiya hai kashti ko ghusa du tuufaan mein
kinaroo ka yu hasna ,nahi mujhey manzoor hai
Bigde hue shayar ka ohdaa mujhko milta raha
Kab kaha maine? ab sudhar jaana nahi mujhe manjoor hai
shobhitdeshwal said:ritu said:You are right Ritu, the first two lines are from the same ghazal, by Jagjit and Chitra Singh and i have this in album, best of Jagjit and Chitra Singh, the following lines are my creation, and I claim it to be mine!!!! The starter you see..... was taken!!
nikitadhaiya[B said:vo to gaya kabhi na aane ke liye
uske yaadon mein zindagi bitaooge, aapka ye aalam kyo hai[/B]
rana1979 said:Meri Chahat ne Use Khushi De di,
Badle Me Usne Mujhe Sirf Khamoshi De di.
Khuda Se Dua Mangi Marne Ki,
Lekin Usne Bhi Tadapne Ke Liye Zindagi De di .......
vijay said:Woh aaye they khushi churaane ke liye
Jo gum mein saath nibhate woh log aur they
Kab tak vishwas karoge jhuthe waadon par
Jo sacha pyar kar gaye woh log aur they
rana1979 said:Ishq ke rishte kitne ajeeb hote hai….
Duur rehke bhi kitne karib hote hai,
Meri barbadi ka gum na karo yaro,
Ye to apne apne nasib hote hai…..
speedcrazy said:Har kisi ka Khuda hai raham-dil
mera Khuda itna be-raham kyu hai
har taraf suneheri ujala hai bikhra
roshni meri aankhon ki madham kyu hai
Resham-resham makhmalli-makhmali
jo daaman siya wo tar-tar kyu hai
puraney kissey jinhey yaad hain
wo mera hamraaz bewafa kyu hai
tanhayiyan jab chekhti hain
to dil tumhara khamosh kyu hai
lab agar khamosh huay hain to kya
aankhon ke pas kya afsaney kum hai
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.