Yaadon Ke Pal

Status
Not open for further replies.
वो जो आज है इतने खफ़ा और जुदा से
हमने कभी चाहा था उन्हे बढ़कर खुदा से
हर नाज़ उठाते थे ,पलको पर बिठाते थे
अब तो रोज़ गिरते है वो मेरी निगाह से

अब क्या खफ़ा होना किसी अजनबी शख्स के लिये
वो हमें मिला ही कब था जो कहें कि ज़ुदा हो गया |
जिसकी अपनी कोई पहचान नहीं थी इस ज़माने में
हमने उनसे मोहब्बत क्या की वो तो खुदा हो गया ||

 
too gud ...............
अब क्या खफ़ा होना किसी अजनबी शख्स के लिये
वो हमें मिला ही कब था जो कहें कि ज़ुदा हो गया |
जिसकी अपनी कोई पहचान नहीं थी इस ज़माने में
हमने उनसे मोहब्बत क्या की वो तो खुदा हो गया ||
हमने किसी को खुदा बुलाने का कैसा गुनाह कर दिया
और उसी खुदा पर जाने क्यो खुद को फ़ना कर दिया
 
too gud ...............

हमने किसी को खुदा बुलाने का कैसा गुनाह कर दिया
और उसी खुदा पर जाने क्यो खुद को फ़ना कर दिया

क्यों किसी पत्थर की इबादत की खुदा समझ कर
वो अगर अब खुदा बन बैठा तो शिकायत क्या है ।
कोई तो दिल की तमाम दौलत लुटा बैठा चाहत में
वो समझ ही ना पाये तो उनकी मोहब्बत क्या है ॥
 
क्यों किसी पत्थर की इबादत की खुदा समझ कर
वो अगर अब खुदा बन बैठा तो शिकायत क्या है ।
कोई तो दिल की तमाम दौलत लुटा बैठा चाहत में
वो समझ ही ना पाये तो उनकी मोहब्बत क्या है ॥

कि जो उसने बेवफ़ाई मुझसे,कुछ खास मुझे गिला नहि
तडप,गम,आसू,कसक, क्या-क्या दोस्तो मुझे मिला नहि
 
कि जो उसने बेवफ़ाई मुझसे,कुछ खास मुझे गिला नहि
तडप,गम,आसू,कसक, क्या-क्या दोस्तो मुझे मिला नहि

क्या फायदा गिला करने से दोस्त, सारी दुनिया है बेवफा
अपना दिल न जलाओ तुम और मत हो किसी से खफा
बात है मेरी सच्ची, जरा आजमा कर तो देखो एक दफा
तुम मेरे प्यारे दोस्त न होते तो मैं क्यूं भरता ये सफा* ?


असली मुहब्बत तो रही ना अब - कर लो इस बात पर गौर सही
यही दस्तूर बन गया है जमाने का - देखो ये है हालाते बतौर कही
"तू नहीं तो कोई और सही" - 'कोई और' नहीं तो 'कोई और' सही
इन बातों का कोई छोर* नहीं - चाहे लिख डालो एक मोटी सी बही !!


सफा - पन्ना
छोर - किनारा

.

 
कि जो उसने बेवफ़ाई मुझसे,कुछ खास मुझे गिला नहि
तडप,गम,आसू,कसक, क्या-क्या दोस्तो मुझे मिला नहि


अब क्या गिला करना किसी की बेवफ़ाई का
उनसे मोहब्बत की ये तो शरूर हमारा ही था ।
उन्होने तो कभी कोई वादा करके निभाया नहीं
फ़िर भी एतबार किया ये कसूर हमारा ही था ॥
 
my goodness......fundoo ........

jiski yaad mein hum saari raat ro liye...
savere uth te hi wo hava ho liye...
apne aansonon ke bhar bhar paimane humne diye..
par us besharam ne la pani uske chane bo liye.....:)

wah wah..jiyo meri jaan.....kidding.....just to have a smile.....

ab lo senti wala...

ishq mein kuch bhi buri niyat se socha nahi jata..
kaha jaata hai use bewafa, samjha nahin jaata......

kyon sahi hai..na......

ek aur...

koi deewana kehta hai koi pagal samjhta hai
magar dharti ki bechaini ko bas badal samjhta hai
main tujhse door kaisa hoon,tu mujhse door kaisi hai
yeh tera dil samjhta hai ya mera dil samjhta hai

mohabbat ek ehsaason ki paawan si kahani hai
kabhi kabira deewana tha kabhi meera deewani hai
yahan sab log kehte hai meri aankhon mein aansoon hai
jo tu samjhe to moti hain ,jo na samjhe to paani hai...

samandar peer ka andar hai lekin ro nahin sakta ,
yeh aansoo pyar ka moti hai isko kho nahin sakta
meri chahat ko dulhan tu bana lena magar sun le.
jo mera ho nahin paaya wo tera ho nahi sakta

bhramar koi kumudani par machal baitha to hungama,
humare dil mein koi khwab pal baitha to hungama,
abhi tak doob kar sunte the sab kissa mohabbat ka ,
main kisse ko hakikat mein badal baitha to hungama


Rakesh Kumar Grewal
ek aur ek aur karke saarey chori ke sher chipka diye :p
 
wo chod gaye hain humein us shaam ki tareh..
jisey din apnaata hai na raat........
 
"Achanak dosti karna ,achanak dusmani karna,
Ye uska shauk hein yaroon sabhi se dillagi karna,
sabhi jajbaat ko, diwangi ki had samjhte hein,
ye aisa daur hein, isme sambhalker shayri ,
Andhere aandhiyaan banker, chiragoon ko bujhatein hein,
Bada muskil hein duniya mein, jara si rooshni karna,
khijayein dhoondti firti hein, bagoon mein bahroon ko,
Na lab per phool mehkana,na aankhein sabnami karna,
Wafa ke naam per ,chalan hein bewafai ka,
Na iske naam apni ,rooh ki koi khushi karna"
 
अब क्या गिला करना किसी की बेवफ़ाई का
उनसे मोहब्बत की ये तो शरूर हमारा ही था ।
उन्होने तो कभी कोई वादा करके निभाया नहीं
फ़िर भी एतबार किया ये कसूर हमारा ही था ॥
just too captivating words u have in ur treasure.
 
wo chod gaye hain humein us shaam ki tareh..
jisey din apnaata hai na raat........


महकती शाम तो बस तकदीर वालों को ही नसीब होती है
ना तो दिन की धूप तपाये ना ही रात का अंधियारा डसे ॥
 
Taqdeer ka likha meri kuch samajh na aaya
unhe maut ne aur hume zindgi ne tadfaya
bhala ub hum jakar kis se karen shikayat
ghar ke chirag ne hi mere ghar ko jalaya

RK^2
 
अब क्या गिला करना किसी की बेवफ़ाई का
उनसे मोहब्बत की ये तो शरूर हमारा ही था ।
उन्होने तो कभी कोई वादा करके निभाया नहीं
फ़िर भी एतबार किया ये कसूर हमारा ही था ॥

bhoot ache vijay bhai likhte raho aise hee

netra....
 
aisa Kayoon

Ek shabd bhi likhte hain aaj , to wo Sochta hai ki kaya Likhoon !
Wo jo ek shabd ke liye so shabd kaha karte the !!
Sharafat aise ki aaj wo poochte hain ki Maykhana kaya hai !
Wo jo har Pal Paiymaane main basar kiya karte the !!
Saath marne ko mere jo har waqt doobne to tayaar the !
Saath Jeene ki jo sang sang kasmain liya karte the !!
Intiha aaj bewafai ki aise - Ki aaj unko Hum yaad hi nahi !
Jo Kabhi meri ek pal yaad main bhi ek jindgi jia karte the !!
 
Chamakate chehre par woh hizaab kiska tha
Jo neend mein dekha woh khawab kiska tha |
Muddat se pooch raha tha mein ek sawaal
Tumne nahin diya to woh jawaab kiska tha ||
 
Unhone jab yaad kiya betaab hokar hamko
Ye dil ka nazraana unke naam kar baithe ||


Kab se bacha rakha tha zaalim duniyan se
Dil churaane ka unpar ilzaam kar baithe ||


Jodkar apna naam kisi ke naam ke saath
Khud apne naam ko hi benaam kar baithe ||


Gam ke baadal ab shaayad nahin barsenge
Khushiyon ko hum apni hamnaam kar baithe ||


Bahut koshish ki lekin chhupa nahin sake
Aaj to "Vijay" Kisi ko badnaam kar baithe ||
 
Chamakate chehre par woh hizaab kiska tha
Jo neend mein dekha woh khawab kiska tha |
Muddat se pooch raha tha mein ek sawaal
Tumne nahin diya to woh jawaab kiska tha ||

इतनी अच्छी गजल गाई मैने किसी के जवाब में
पर अब तक समझ न पाया वो सवाल किसका था ?
शायद सपने में ही पूछ लिया था सवाल किसी ने
मेरी गजल के बाद जो उठा, वो बवाल किसका था ?

.
 
Chahta jo hame koi dil ke gehraai se
duniya ka har sitam hame gavara hota


Ho jaate hum bhi kurbaan mohabbat mein
mila humko bhi agar,kisi ka ishaara hota


Laut aate hum doosre jahan se bhi
afsoos,kisi ne pyaar se kabhi pukara hota


Hasrat to hai bas sada se yahi apne
kash uski shayari mein zikar hamara hota
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top